Logo

Who will do?



Posted on 12/16/2005 3:18:57 PM


Posted on 12/16/2005 4:51:14 PM

SHHH

Posted on 12/16/2005 10:41:52 PM


Posted on 12/17/2005 3:20:35 PM

kya is mai kuch funny dikha aap sab ko

Posted on 12/17/2005 5:19:43 PM

very sad

Posted on 12/17/2005 6:15:00 PM

Queen agar aap yahan koi kaam shuru karain gee to aap kay pechay das agencies lag jain gee

jis jagaka zikar is column main hay wahan Welfare aur Charity kay kaam par kafee aasanee hay

Phir yahan itna fraud hay kay logon ka dil hi uth gaya hay

Posted on 12/18/2005 4:27:43 PM

hmmmmm
merii friend nain 9/11 per aik topic likha unno nain pakistani news papers ko send ker deay by post..

har news papers say aik hi jawab aya

hum log pakistan main rahty hain yahan har taraf kala kanoon haiii,humain sachii news say ager humara nuksan hoo to us say bhater haii hum jhooti news logo ko bata diya karain

jang pakistan one news paper also said kay hum per moqadma koyoo kerwana haii


yay baat main nain last line "kala bhag dam" kay mutabik kii haii


sahii kaha haii ro nain

Posted on 12/18/2005 5:04:11 PM

Hum abhi tak apna constitution nahi bana sake to aagye kia karain gay

Posted on 12/18/2005 5:11:11 PM

yup u r right

Posted on 12/18/2005 5:25:41 PM

khair pakistan itna bhi gya guzra nahin he.jin logon ne khud kuch nahin kerna hota vo kam az kam doosron ka to dil na kharab karain

Posted on 12/18/2005 5:31:37 PM


Posted on 12/19/2005 2:05:33 PM

ager aitabaar na hota TT to Edhi services bhi develop na ho sakti
insaar berni bhi pak main na hota
zilzala zadgan ki madad ko bhi koi na aata


Pakistan main bhi bohat kuch hai
but yeh hamari aadat hai kay hum hamesha negative side ko ziasa daikhtay aur sochtay hain

Posted on 12/19/2005 3:04:12 PM

pari jee kabhi kabhi serious bhi ho jana chahiay

Posted on 12/19/2005 8:01:32 PM

QUEEN VICTORIA:
kya is mai kuch funny dikha aap sab ko [/
QUOTE]

nay queenie...
(shh...cause I cant read it)

Posted on 12/19/2005 8:04:58 PM

aah,urdu shy

Posted on 12/19/2005 8:30:07 PM

QV aap ki baat sahee hay lekin dekhain koi bhi acha kaam shuru karne jao to sab se pehle tax wale phir General Audit, wagahira waghaira


QV yeh sachayee hay

Posted on 12/20/2005 1:10:50 AM

I am agree with ALL of you...But Question is KERAY GA KON

Posted on 12/20/2005 9:18:35 PM

hum may se koi


aur baad main hakeem saeed ki tarah sarak par goleekha kar marr jayega

Posted on 12/20/2005 11:54:03 PM


Posted on 12/21/2005 10:01:26 PM

shahdat to mile gi kisi tarah

Posted on 12/21/2005 10:59:28 PM

fayda

Posted on 12/21/2005 11:32:17 PM

sorry for my late reply queenu
article to me ne parsu hi parh liya tha answer nahi kiya




kare ga kaun
well,,, may b ME,, or U
u r right abt edhi and ansar barni.. par inn logon ki kamyabi ki waja mujhe itni samajh aati hai k they didnt look for fame of anyone's help
khud se mehnat karte gae aur log saath dete gae,, aise logon ki madad Allah miyan bhi karte hein
hum log karne se pehle 100 baar sochte hein k KAISE HOGA aur agar hoga to FAIDA kya hoga
koi kuch karne nahi dega yeh soch k sab ruk jaate hein


jahan tak kala baagh ki baat hai to
yeh masla kashmir k masle ki tarha hai,,, iss k sachi niyyat se ban jaane mei mulk ka bohot faida hai,,
par kyun k logon ki niyyat kharab hai to faida kuch logon ko hoga,, aur mulk ka aik hissa bilkul barbad ho jae ga
iss ka jawab na HAAN mei hai na NAHI mei

Posted on 12/22/2005 2:39:50 PM