Logo

hum itne filmi kiu hai?

hum itne filmi kiu hai??????????

Posted on 12/17/2005 6:51:26 AM

ham ham
kyon ke filmz dekhtye bahut hain

Posted on 12/17/2005 12:37:20 PM

hmmmmmmmmmmmmmmm haa ye to hai,par aaj kal jo films nahi dekhte wo bhi filmi hai bohat,unka kia phir?????????????//

Posted on 12/17/2005 1:27:03 PM

woh yeh ke woh sotry sun letye hain
and filmy life is an ideal life so every one wants to ba a filmy

Posted on 12/17/2005 1:48:32 PM

Aaj kal jo movie aarahi hai woh dekhne ke qabil nahi but loog dekhte hai maine new movie kabhi nahi but old maine saarai dekhi hai kiuon ke un main kuch hamare liye sabaq hai iss liye main woh bohat shooq se dekhta u know old is gold

Posted on 12/17/2005 6:02:52 PM

hum tu filmi nahi coz um films nahi dekh rahe

hum afsanawi hai coz hum rasa lein parhte hain

Posted on 12/17/2005 6:19:17 PM

Aap rasale parte hai hmmmmmmmmmm achi baat hai

Posted on 12/17/2005 6:52:37 PM

madgirl:
hum itne filmi kiu hai??????????


tum hogi main to nahii...

Posted on 12/17/2005 8:23:49 PM

madgirl:
hum itne filmi kiu hai??????????





itni filmz na dekha karo.....

Posted on 12/17/2005 8:33:26 PM

hmmmmmm mai to films dekhti hoo,specially thrill,action n horror...........hmmmmmmmmmmm par hum dialogues kiu itne bolte hai,bache bache ko dekho poocho beta barre hokar kia banoge?jawab ki tawaqo hum kuch is tara karte hai k bacha kahega mai barra hokar khalid bin walid banoonga,ya bachi kahegi k mai umm-e ammara banoongi...........par afsosssssssssssssss sad afsos sunene ko milta hai mai to shahrukh khan banoonga,mai to ash banoongi.............aray yaara kab sudhrenge hum log

Posted on 12/18/2005 6:21:03 PM

hi nono

Posted on 12/18/2005 6:50:38 PM

shahrukh khan:
miss pizza khud dekhti hai din main 10 baar


YE KHUD dekhta hai posting kartay kartay .....issi liye nick bhi filmi hai VERY FILMI

Posted on 12/18/2005 7:12:55 PM

hey tt thanks yar im fine
n uuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuu?

Posted on 12/18/2005 8:30:03 PM

hii dosts how r u

Posted on 12/18/2005 9:40:09 PM

rapunzel:
hum tu filmi nahi coz um films nahi dekh rahe

hum afsanawi hai coz hum rasa lein parhte hain




ohhh boringggggggggggggg

Posted on 12/18/2005 11:57:37 PM

madgirl:
hmmmmmm mai to films dekhti hoo,specially thrill,action n horror...........hmmmmmmmmmmm par hum dialogues kiu itne bolte hai,bache bache ko dekho poocho beta barre hokar kia banoge?jawab ki tawaqo hum kuch is tara karte hai k bacha kahega mai barra hokar khalid bin walid banoonga,ya bachi kahegi k mai umm-e ammara banoongi...........par afsosssssssssssssss sad afsos sunene ko milta hai mai to shahrukh khan banoonga,mai to ash banoongi.............aray yaara kab sudhrenge hum log



kasam se main ne aj tak nahi socha kabhi ke main koi artist banooo ga i mean kisi ki copy

Posted on 12/19/2005 12:02:13 AM

app filmi hona kehti kissai ho
ajj kal ki films main tu kuch aisa nahi jo k common nazar atta ho
main nai tu ajj tuk real life main kissi ko itna bandon ko aik sath martey hovai nahi deikha
nah hi kissi ko kissi kai liye martey deikha hai pyaar main
app nai kissey deikh lia jo k filmi ho

Posted on 12/19/2005 4:53:13 AM

kyoon kay film industry ko nayee talent ki zarrorat hai

Posted on 12/19/2005 3:48:57 PM

Faizan Rana:
Aap rasale parte hai hmmmmmmmmmm achi baat hai


acha g
shukriya

Posted on 12/19/2005 5:10:05 PM

cutefriend:
rapunzel:
hum tu filmi nahi coz um films nahi dekh rahe

hum afsanawi hai coz hum rasa lein parhte hain




ohhh boringggggggggggggg


acha thanks 4 information uncle

Posted on 12/19/2005 5:11:58 PM

kahani poooree filmi hay

Posted on 12/20/2005 2:15:59 AM


Posted on 12/20/2005 7:57:26 PM

haan yaar:
kyoon kay film industry ko nayee talent ki zarrorat hai


acha acha
app phir apply karein

Posted on 12/21/2005 5:17:08 AM

g hum tu hein hi itnay handsome ka filmo mein ja saktay hein lakin app tu apply bhi nahi ker sakti na kyoon kay black & white filmz bund ho gayee hein

Posted on 12/21/2005 2:44:57 PM

shy_princess:
haan yaar:
kyoon kay film industry ko nayee talent ki zarrorat hai


acha acha
app phir apply karein


g g kyun nahi

Posted on 12/21/2005 3:41:07 PM

haan yaar:
g hum tu hein hi itnay handsome ka filmo mein ja saktay hein lakin app tu apply bhi nahi ker sakti na kyoon kay black & white filmz bund ho gayee hein


uffffffffffffff Zalim

Posted on 12/21/2005 3:48:33 PM

Teen Tracker:
kahani poooree filmi hay


kaun si kahani

Posted on 12/21/2005 3:55:08 PM

JB ki

Posted on 12/21/2005 8:19:17 PM

ohoooooooooo ye hai filmi chakkar........wese tt kahani mai twist kab aayega?

Posted on 12/22/2005 7:11:18 AM

g zalim tu humain dil walay kehtay hi hein,
lakin uff kissi nay nahi kaha
and madi sahiba koi chakkar nahi hai film ka sirf wheel ka chakkar hai

Posted on 12/23/2005 3:16:13 PM

Faizan Rana:
Aaj kal jo movie aarahi hai woh dekhne ke qabil nahi but loog dekhte hai maine new movie kabhi nahi but old maine saarai dekhi hai kiuon ke un main kuch hamare liye sabaq hai iss liye main woh bohat shooq se dekhta u know old is gold


Aesa nahee hay kay all new films dekhne kay qabil nahee hain. Aap ne baghbaan film dekhee hogee wo bhee to sabaq aamooz hay.

Baqree raha ye kay ham itne filmee kiyoon hain

tu mujh jesey loog to din bhar office main kaam karkay thak jatey hain to enjoyment keliye TV dekh late hain. Bcz karachi jese city main office se ghar jane kay baad itnee himmat nahee hotee hay kay apni family kay sath kaheen ghoomne jaya jaye. Baqee ka kuch nahee keh saktay


Posted on 12/23/2005 3:21:29 PM