Let’s Use Opposite Sex

14124 views 190 replies
Reply to Topic
Virdan

Age: 124
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
                        Aap ki khidmat mein hazir hon yahan per janab yeh karna hay keh sab members ne jo male hain woh larki ban kar he baat karein gay aur jo female hain woh male ban kar baat karein gi aur isi thinking se har cheez per raaiy de jaaiy ga har baat per isi hisaab se socha jaiay ga so sab yahan per male female wala aur female male wala "Nick" choose kar k use kar saktay hain

                                      Mujhay umeed hay sab he participate karein gay aur rules ka khyal rakhein gay

Posted 25 Dec 2005

Virdan says
rapunzel said:

SohniKuddi said:

rapunzel said:

Virdan said:

rapunzel said:

waise tu i m female but abhi male hoon
billo kahan gaye thi mein tumhare bina bohat udas tha(abrar)

ik to mein is Abrar se bari tang ho jab daikho mon utha kar billo billo pukarta rehta hay tumhain sharam nahee aati jawab jahan larki ko tang kartay huway kuchh sharam karo abhi to tumhari shadi bhi ho gai ganday bachay

oay billo aaj se mein tumhe chorrta hoon chall hattttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttt

challl accha kiya...

abb mein hi mein

oay tum meri billo pe nazar rakhte ho abhi tumhari latan panta hoon

mujhay to tumaharay samjh nahee aati pehlay itni mushkil se mein ne Abrar se jaan chhurai hay ab tum aa gaaiy ho Khuda ka khauf khao kuchh aur mairi jaan chhoro warna kisi hospitol ki khidmaat hasil kar lo mairay bhai hain na
Mairay bhai
Zinda Badd
Posted 31 Dec 2005

Virdan says
rapunzel said:

madgirl said:

nooooooooooooo wayyyyyyyyyyy bilo meri hai,billo ki billi billi aankho ka serf ek mai devana hoo

oay tumhein tu mein batata hoon
asan te jana billo k ghar
dobara jana hain Billo k ghar

tum yeh nahee yeh gaya karo

Assan tay jana way billo de ghar
Chhitar khanay nein billo de ghar
suna hay odhay para bara martay hain
apni chamri lawani hay Billo de ghar
Posted 31 Dec 2005

Virdan says
haan yaar said:

rapunzel said:

madgirl said:

nooooooooooooo wayyyyyyyyyyy bilo meri hai,billo ki billi billi aankho ka serf ek mai devana hoo

oay tumhein tu mein batata hoon
asan te jana billo k ghar
dobara jana hain Billo k ghar

oyee billo se tu pooch lo?

poray forum mein yeh pehli samajh daar bachi lagi hay muhjhay shabash tumahar naam kaya hay masoom aur achhi bachi
Posted 31 Dec 2005

Virdan says
rapunzel said:

Billo darr k ghar beth gaye hai

Billo darnay wali nahee hay samjhay yaad rakhna sab Billo sirf daraati hay bus zara masroof thi woh pichhlay 7 marhoom aashqo k ghar taziyat karni thi mujhay. wasiay bhi Ammi kehti hain taziyat karni chahyay achhi aadat hay ok aur mein theri lado bachi ammi ki joti bhi bari bhari is liyay aadmi to lazmi hay na
Posted 31 Dec 2005

Virdan says
madgirl said:

nooooooooooooo wayyyyyyyyyyy bilo meri hai,billo ki billi billi aankho ka serf ek mai devana hoo

Pata nahee kaya ho gaya hay in aaj kal k larko ko dialogue boltay to thaktay nahee hain jaisay in sahib ko daikh lein bhal koi in se pochhay keh baray miyyan tumhain alhaam huwa hay keh mairi aankhein billi hain
Posted 31 Dec 2005

Virdan says
haan yaar said:

oyee aye keri kuri hai janoo app hi app sohna lagda wa

Sohni wan ALLAH da shukar way aisay lai keh rai wan tawadi tarah saryal nai

busso k peechay he likha parh liya hota shaid aqal aa jati

Sarya na kar
Dua karya kar
Posted 31 Dec 2005

Virdan says
SohniKuddi said:

Virdan said:

SohniKuddi said:

Females ko male ban'na he?

lolz nothing to it, easy

so presenting to you...SohniKuddi as.....

Ranjha ahem..here goes.

************************************************************ ****************************
Ranjha: (To Billo)

Ayyy Billo, u remind me of a parking ticket....u got FINE written all over ya..

Billo ni, hum ne yah gaana sunnah aur aap ki yaad ayi:

HAYE TRARPAVE, SADDI JAAN KAD JAAVE, TERA LAAL GHAGRA
HAYE THARPAVE, SADDI JAAN KAD JAAVE, TERA LAAL GHAGRA
RAATAN DI NEEND URAAVE, BILLO NI TERA LAAL GHAGRA
BILLO NI TERA LAAL GHAGRA, BILLO NI TERA LAAL GHAGRA

Abb tu bann jah meri

hahahahahahahahahahahaha, kaisa lagga??? typical munda, i'm sure all the gals would agree, (although ranjha aint all that good at line maaring) the song tops it off

o ranjhna sahib apna khyal rakhyay ga aap ko pata nahee hay abhi maira hath bara bhari hay mein larki hon zara vakhti type ki

oper s mairay 11 bhai hain samjhay aainda zara soch samajh kar baat karna ok

Ayyyy Kuddi....twanno ki pata.....Ranjha sher hega sher
koi bhai shai kolu ni darda....
piyaar kiya to darnaa kiya...jab piyaar kiya to darna kiya

tu meri aur mein tera

mairi gal suno shair jee meno tay tussi aggay vi insan nai so lagday tawadi meharbani keh tussi duss dita keh tussi waqai insaan nai ho

aur mairay bhaiyo se to tumhain darna he paray ga shair uncle pyar kiya to jotay khanay se ghabrana kaya yeh kaha karo tum to
Posted 31 Dec 2005

Virdan says
SohniKuddi said:

Sabb peeche ho jao.....I am Ranjha and billo is my Heer...oye Abrar, sambhal ke thorda sa

don't get into my bad books...ur gona regret it

han sab peechay ho jao jee shair uncle apna kartab dikhanay lagay hain
waisay janab Ranjhna
tum ne bartan kab hain manjna
yaad rakho agar tum ne yeh na kiya
to hotelk malik ne hay tumhain manjna (Poetry ka chaska hay na is liyay ragg pharak jati hay):$]
Posted 31 Dec 2005

Rapunzel says
Virdan said:

rapunzel said:

Virdan said:

rapunzel said:

waise tu i m female but abhi male hoon
billo kahan gaye thi mein tumhare bina bohat udas tha(abrar)

ik to mein is Abrar se bari tang ho jab daikho mon utha kar billo billo pukarta rehta hay tumhain sharam nahee aati jawab jahan larki ko tang kartay huway kuchh sharam karo abhi to tumhari shadi bhi ho gai ganday bachay

oay billo aaj se mein tumhe chorrta hoon chall hattttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttt

wah wah aisay keh rahay ho baray miyaan jaisya mein to tumharay peechay bhaag rahi hon tarlay kar rahi hon mein to khud tum se jaan chhurana chah rahi thi shukar hay khud he chalay gaaiy ho warna mujhay darr tha keh tumhain bhi apnay bhaiyo k through hospitol ka chakkar lagwana paray ga

oay billo zara aram se abhi apne bandoon se tumhari phanti lagwata hoon
Posted 31 Dec 2005

Rapunzel says
Virdan said:

rapunzel said:

SohniKuddi said:

rapunzel said:

Virdan said:

rapunzel said:

waise tu i m female but abhi male hoon
billo kahan gaye thi mein tumhare bina bohat udas tha(abrar)

ik to mein is Abrar se bari tang ho jab daikho mon utha kar billo billo pukarta rehta hay tumhain sharam nahee aati jawab jahan larki ko tang kartay huway kuchh sharam karo abhi to tumhari shadi bhi ho gai ganday bachay

oay billo aaj se mein tumhe chorrta hoon chall hattttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttt

challl accha kiya...

abb mein hi mein

oay tum meri billo pe nazar rakhte ho abhi tumhari latan panta hoon

mujhay to tumaharay samjh nahee aati pehlay itni mushkil se mein ne Abrar se jaan chhurai hay ab tum aa gaaiy ho Khuda ka khauf khao kuchh aur mairi jaan chhoro warna kisi hospitol ki khidmaat hasil kar lo mairay bhai hain na
Mairay bhai
Zinda Badd

acha billo k kafi per nikal rahe hain oay aram nal ghar beth
Posted 31 Dec 2005

SohniKuddi says

O tu meriyaan lattan pahne ga...mein taan twaddiyan lattan ki...twaddiyan bhawaan vi pahn k te bahar kutteyan nu khelaawan ga

billo meri te mein billo da
Posted 31 Dec 2005

SohniKuddi says
Virdan said:

SohniKuddi said:

Virdan said:

SohniKuddi said:

Females ko male ban'na he?

lolz nothing to it, easy

so presenting to you...SohniKuddi as.....

Ranjha ahem..here goes.

************************************************************ ****************************
Ranjha: (To Billo)

Ayyy Billo, u remind me of a parking ticket....u got FINE written all over ya..

Billo ni, hum ne yah gaana sunnah aur aap ki yaad ayi:

HAYE TRARPAVE, SADDI JAAN KAD JAAVE, TERA LAAL GHAGRA
HAYE THARPAVE, SADDI JAAN KAD JAAVE, TERA LAAL GHAGRA
RAATAN DI NEEND URAAVE, BILLO NI TERA LAAL GHAGRA
BILLO NI TERA LAAL GHAGRA, BILLO NI TERA LAAL GHAGRA

Abb tu bann jah meri
************************************************************ ****************************

hahahahahahahahahahahaha, kaisa lagga??? typical munda, i'm sure all the gals would agree, (although ranjha aint all that good at line maaring) the song tops it off

o ranjhna sahib apna khyal rakhyay ga aap ko pata nahee hay abhi maira hath bara bhari hay mein larki hon zara vakhti type ki

oper s mairay 11 bhai hain samjhay aainda zara soch samajh kar baat karna ok

Ayyyy Kuddi....twanno ki pata.....Ranjha sher hega sher
koi bhai shai kolu ni darda....
piyaar kiya to darnaa kiya...jab piyaar kiya to darna kiya

tu meri aur mein tera

mairi gal suno shair jee meno tay tussi aggay vi insan nai so lagday tawadi meharbani keh tussi duss dita keh tussi waqai insaan nai ho

aur mairay bhaiyo se to tumhain darna he paray ga shair uncle pyar kiya to jotay khanay se ghabrana kaya yeh kaha karo tum to

Sher de naal viyah karr leh te saari zindagi raaj farmaa sohniye...

twadde waaste te assi jotte ki...assi te twadde waaste kuch vi khaa lehsa, azmaa k te wekh

nakhre nah karr te mann jah jaanemann
Posted 31 Dec 2005

loo jee aik aur larkai nai entry mari hai
per mujhey billo nahi chahiye ess kai peechai agai itnai boys pardai hain
mujhey preeto chahiye
Posted 01 Jan 2006

maira nick yahan pai
shy_princess sai change ho kai
bold princess rukh doo
Posted 01 Jan 2006

mairey preto kithai gai
koi preeto ko phard kai liyaye
Posted 01 Jan 2006

madgirl says
oye meri billo ,tu mere paas aaja
Posted 01 Jan 2006

Virdan says
rapunzel said:

Virdan said:

rapunzel said:

Virdan said:

rapunzel said:

waise tu i m female but abhi male hoon
billo kahan gaye thi mein tumhare bina bohat udas tha(abrar)

ik to mein is Abrar se bari tang ho jab daikho mon utha kar billo billo pukarta rehta hay tumhain sharam nahee aati jawab jahan larki ko tang kartay huway kuchh sharam karo abhi to tumhari shadi bhi ho gai ganday bachay

oay billo aaj se mein tumhe chorrta hoon chall hattttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttt

wah wah aisay keh rahay ho baray miyaan jaisya mein to tumharay peechay bhaag rahi hon tarlay kar rahi hon mein to khud tum se jaan chhurana chah rahi thi shukar hay khud he chalay gaaiy ho warna mujhay darr tha keh tumhain bhi apnay bhaiyo k through hospitol ka chakkar lagwana paray ga

oay billo zara aram se abhi apne bandoon se tumhari phanti lagwata hoon

Yeh mon aur masoor ki daal jao jao baray miyan tumharay aadmi bhi tumhari tarah hon gay khair se karaaaiy k dant le kar roti khanay walay
Posted 01 Jan 2006

Virdan says
rapunzel said:

Virdan said:

rapunzel said:

SohniKuddi said:

rapunzel said:

Virdan said:

rapunzel said:

waise tu i m female but abhi male hoon
billo kahan gaye thi mein tumhare bina bohat udas tha(abrar)

ik to mein is Abrar se bari tang ho jab daikho mon utha kar billo billo pukarta rehta hay tumhain sharam nahee aati jawab jahan larki ko tang kartay huway kuchh sharam karo abhi to tumhari shadi bhi ho gai ganday bachay

oay billo aaj se mein tumhe chorrta hoon chall hattttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttt

challl accha kiya...

abb mein hi mein

oay tum meri billo pe nazar rakhte ho abhi tumhari latan panta hoon

mujhay to tumaharay samjh nahee aati pehlay itni mushkil se mein ne Abrar se jaan chhurai hay ab tum aa gaaiy ho Khuda ka khauf khao kuchh aur mairi jaan chhoro warna kisi hospitol ki khidmaat hasil kar lo mairay bhai hain na
Mairay bhai
Zinda Badd

acha billo k kafi per nikal rahe hain oay aram nal ghar beth

o nahee baithti tumhain kaya takleef hay
Posted 01 Jan 2006

Virdan says
SohniKuddi said:

rapunzel said:

SohniKuddi said:

rapunzel said:

Virdan said:

rapunzel said:

waise tu i m female but abhi male hoon
billo kahan gaye thi mein tumhare bina bohat udas tha(abrar)

ik to mein is Abrar se bari tang ho jab daikho mon utha kar billo billo pukarta rehta hay tumhain sharam nahee aati jawab jahan larki ko tang kartay huway kuchh sharam karo abhi to tumhari shadi bhi ho gai ganday bachay

oay billo aaj se mein tumhe chorrta hoon chall hattttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttt

challl accha kiya...

abb mein hi mein

oay tum meri billo pe nazar rakhte ho abhi tumhari latan panta hoon

O tu meriyaan lattan pahne ga...mein taan twaddiyan lattan ki...twaddiyan bhawaan vi pahn k te bahar kutteyan nu khelaawan ga

billo meri te mein billo da

pata nai kitho mujh masoom k peechay par gaaiy hain yeh larkay
Posted 01 Jan 2006

Virdan says
SohniKuddi said:

Virdan said:

SohniKuddi said:

Virdan said:

SohniKuddi said:

Females ko male ban'na he?

lolz nothing to it, easy

so presenting to you...SohniKuddi as.....

Ranjha ahem..here goes.

************************************************************ ****************************
Ranjha: (To Billo)

Ayyy Billo, u remind me of a parking ticket....u got FINE written all over ya..

Billo ni, hum ne yah gaana sunnah aur aap ki yaad ayi:

HAYE TRARPAVE, SADDI JAAN KAD JAAVE, TERA LAAL GHAGRA
HAYE THARPAVE, SADDI JAAN KAD JAAVE, TERA LAAL GHAGRA
RAATAN DI NEEND URAAVE, BILLO NI TERA LAAL GHAGRA
BILLO NI TERA LAAL GHAGRA, BILLO NI TERA LAAL GHAGRA

Abb tu bann jah meri
************************************************************ ****************************

hahahahahahahahahahahaha, kaisa lagga??? typical munda, i'm sure all the gals would agree, (although ranjha aint all that good at line maaring) the song tops it off

o ranjhna sahib apna khyal rakhyay ga aap ko pata nahee hay abhi maira hath bara bhari hay mein larki hon zara vakhti type ki

oper s mairay 11 bhai hain samjhay aainda zara soch samajh kar baat karna ok

Ayyyy Kuddi....twanno ki pata.....Ranjha sher hega sher
koi bhai shai kolu ni darda....
piyaar kiya to darnaa kiya...jab piyaar kiya to darna kiya

tu meri aur mein tera

mairi gal suno shair jee meno tay tussi aggay vi insan nai so lagday tawadi meharbani keh tussi duss dita keh tussi waqai insaan nai ho

aur mairay bhaiyo se to tumhain darna he paray ga shair uncle pyar kiya to jotay khanay se ghabrana kaya yeh kaha karo tum to

Sher de naal viyah karr leh te saari zindagi raaj farmaa sohniye...

twadde waaste te assi jotte ki...assi te twadde waaste kuch vi khaa lehsa, azmaa k te wekh

nakhre nah karr te mann jah jaanemann

tauba tauba aina ganda bacha mein ajj tak nai waikhyay sharam e nai aa rai aino tay viya de gall kar diyan lagda aiy mairay veera ko maar kha k e khilona way ainay
Posted 01 Jan 2006

Virdan says
shy_princess said:

loo jee aik aur larkai nai entry mari hai
per mujhey billo nahi chahiye ess kai peechai agai itnai boys pardai hain
mujhey preeto chahiye

araam se bolo tumhari awaz bhi bahir na aaiy warna maar paray gi yahan sirf Billo ka raaj hay lahaza preeto ki kaya majaal yahan per aa sakay
Posted 01 Jan 2006

Virdan says
madgirl said:

oye meri billo ,tu mere paas aaja

ik to mein tum se bara tang hon aaj kal k larkay flirt bara kartay hain aur mein bara darti hon u know is baat se
Posted 01 Jan 2006

billo jee
ager itna daar parda hova hai tu ghar baith jayein
yahan tu hum larkon ka raaj hai
tum itna tyaar ho k bahir ayo gi hum tu flirt karein gai nah
Posted 02 Jan 2006

madgirl says
oye billo na kar esa,u know im in love with u...jaani thori si to lift kara de nahi boloonga,balke mai to direct yahi kahoonga,utha lejaoonga tujhe mai doli mai,dekhti rah jaayengi sakhia tumhariiiiiiiii
Posted 02 Jan 2006

haan yaar says
koon billo?
Posted 02 Jan 2006

Rapunzel says
Virdan
Posted 02 Jan 2006

Virdan says
shy_princess said:

billo jee
ager itna daar parda hova hai tu ghar baith jayein
yahan tu hum larkon ka raaj hai
tum itna tyaar ho k bahir ayo gi hum tu flirt karein gai nah

oye mein ne zara araam se baat kaya kar li tum to sir per sawar ho gaaiy ho chalo bhago mein jaisay marzi apnay ghar se niklo tumhainkaya takleef hay zara larki daikhi nahee aur raal tapaknay lag gai jao jao apnay dimagh ka ilaj karwao shabash
Posted 03 Jan 2006

Virdan says
haan yaar said:

koon billo?

yani keh hadd ho gai Billo ko he nahe jantay mujhay to tumhara qatal wajab lag raha hay laiti hon kisi molana se fatwa is per bhi waisay bhi baray fatway chaltay rehtay hain chalo ik is per bhi sahee
Posted 03 Jan 2006

Virdan says
rapunzel said:

Virdan

yeh ghamar kaun hay?
Posted 03 Jan 2006

Virdan says
madgirl said:

oye billo na kar esa,u know im in love with u...jaani thori si to lift kara de nahi boloonga,balke mai to direct yahi kahoonga,utha lejaoonga tujhe mai doli mai,dekhti rah jaayengi sakhia tumhariiiiiiiii

oye ranjhna mujhay darr lagta hay tu dagha baaz niklay ga tu baad mein bhag jaaiy aur waisay bhi mairay bhai baray ghussay walay hain tumhain marein gay na tum aisa na kiya karo

mujhay darr rehta hay tumhain jotay na par jaain waisay yeh jo dosray mairay peecha paray huway hain mujhay n ka laj karna he paray ga ab Billo jaisi masoom aur haseen bachi itni aam to nahee hay na sab k liyay
Posted 03 Jan 2006

Reply to Topic