Forums
Freedom of Speech
Sardiyon ki shaamon main...
Reply to Topic
Doctor Sam
Age: 125
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ab udaas phirtay ho sardiyon ki shaamon main
istarah to hota hey istarah k kaammon main
sardiyon ki shaamain itni udaas kion hoti hain
istarah k kaamon main istarah kion hota hey...
Ayesha
Age: 125
7070 days old here
Total Posts: 7413
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Doctor Sam said: ab udaas phirtay ho sardiyon ki shaamon main istarah to hota hey istarah k kaammon main sardiyon ki shaamain itni udaas kion hoti hain istarah k kaamon main istarah kion hota hey...
ufff mujhay yah sher buhat pasand hay...
Doctor Sam
Age: 125
7415 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
aapko ye sher kion pasand hey?
Ayesha
Age: 125
7070 days old here
Total Posts: 7413
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Doctor Sam said: aapko ye sher kion pasand hey?
kion k mujhay sardiyan buhat pasand hayn...
Doctor Sam
Age: 125
7415 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
agar aapko sardiyan pasand hain to phir bataien.. K
sardiyon ki shamain itni udaas kion hoti hain....
~Mysteriousgal~
Age: 125
8430 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
coz sardiyon main andhera jaldi ho jata hai na n jab andhera honay lagta hai tu har cheez khamoosh honay lagti hai aur jab sab khamoosh hon gay tu udasi wajib hai... bad logic by mysty
Doctor Sam
Age: 125
7415 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
naaaa....
good answer..
Doctor Sam
Age: 125
7415 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
sardiyon main andhera jaldi kion ho jata hey, Din chotay kion hotay hain...
(no scientific answers
)
~Mysteriousgal~
Age: 125
8430 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
andhera jaldi is liyay ho jata hai coz thand raat ko zada hoti hai n loog apnay gharoon ko chalay jain takay thand na lagay is liyay raat jaldi ho jati hai
(MYSTY TUM BHI NA
)
Ayesha
Age: 125
7070 days old here
Total Posts: 7413
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
haan kion sardiyon main log zada bahir nikalna pasand nah ikartay...shaam main sardi zada hoti hay na...is liye bas blankets laiker...aur maung phaliyan khatay huway koi achi si movie dekhtay hayn...puranay kissay yaad kartay hay...ya garmion ko yad kartay hayn...
Doctor Sam
Age: 125
7415 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
mujhe kuch samajh nahi aayi..
wese kisi ne chaye peeni hey to zaroor p lay..
~Mysteriousgal~
Age: 125
8430 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
i luv tea
Doctor Sam
Age: 125
7415 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
mujhe to choti behan ne chaye pilaai hey..
jeeti raho behna..
aaj tum bohat achi lag rahi ho..
Doctor Sam
Age: 125
7415 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ye sham aor Tera naam
dono kitnay miltay jultay hain
tera naam nahi loon ga
buss tujh ko sham kahoon ga
Udaaas kar dene wali shaam...
~Mysteriousgal~
Age: 125
8430 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
missing u every moment
QUEEN VICTORIA
Age: 125
7926 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0
Location:
Lahore, Pakistan
yeh saal bhi udass raha, rooth ker gaya tujh say milay baghair december guzar gaya
haan yaar
Age: 125
7487 days old here
Total Posts: 805
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
srdi ho ya garmi shaam tu udaas hoti hai,lakin dost aur app jaisay pyaray uss ko rangeen bana detay hein
~Mysteriousgal~
Age: 125
8430 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
QUEEN VICTORIA said: yeh saal bhi udass raha, rooth ker gaya tujh say milay baghair december guzar gaya
Ayesha
Age: 125
7070 days old here
Total Posts: 7413
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
bheega bheega sa ya December hay.. bheegi bheegi si tanhai hay.. inkitabon main jee nahi lagta.. hum ko sajni ki yaad aai hay...
QUEEN VICTORIA
Age: 125
7926 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0
Location:
Lahore, Pakistan
haan yaar
Age: 125
7487 days old here
Total Posts: 805
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
sardiyoon kishaam ko unchi shaak per bethi bulbul na sada lagai, bul bul ka bacha khata tha khicri gata tha ganay meray sarhanay ik din mein nay uraya wapis na aya bulbul ka bacha
~Mysteriousgal~
Age: 125
8430 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Ayesha
Age: 125
7070 days old here
Total Posts: 7413
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
shawl pehnaye ga ab kon tumhain December main tumhain..
barishon main bheego gay to yaad aaon ga...
hye Allah sahi tarah sher yaad nahi...pls agar kisi ko sahee ata ho to sahee kar day
haan yaar
Age: 125
7487 days old here
Total Posts: 805
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
sabar kero mut roo, woh wapis nahi aya tu kya hua us na bulbul ko apnay pass bula liya
Doctor Sam
Age: 125
7415 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
QUEEN VICTORIA said: yeh saal bhi udass raha, rooth ker gaya tujh say milay baghair december guzar gaya
abhi nahi guzra.. abhi kuch din to hain...
Doctor Sam
Age: 125
7415 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
haan yaar said: srdi ho ya garmi shaam tu udaas hoti hai,lakin dost aur app jaisay pyaray uss ko rangeen bana detay hein
Hmmm ye bhi theeek hey....
Reply to Topic