Virdan:
rapunzel:
majboori lerkoon k liyee kya manni rakhti hai
aise log buzdil hote hain
sorry to say brother r sister jo bhi hain mazrat k sath aap ki soch mein yahi kaho ga keh wasee nahee hay aap apni soch ko vussat dein to aap ko pata chal jaaiy ga kh larka ya mard kab majboor ho sakta hay 4 example aap larkay hain aap ki mother aap se kehti hain keh baita daikho tum ne is se shadi karni hay kiyon keh yeh be sahara larki hay aur is ka koi nahee hay dunya mein aur yahi mairi khawahish aur hukam hay to aap kisi aur ko pasand kartay hain aap kehtay hain keh mein kisi aur ko pasand karta hon woh bhi mairay baghair nahee reh sakti to aap ki mom kehti hain keh mairi baat ko hukam samjh lo mairay darkhwast samjh lo ya kehti hain keh maira mother honay ka haq do maira maan rakhlo to aap kaya kahein gay keh nahee aap majboor nahee hain tab bhi jab keh ISLAM bhi PArents k hukam ko harf e akhir qarar daita hay agar woh deen k khialf na ho to ab aap bataiyay aap kaya karein gay
aur ap ka kaya khyal hay sirf larkiyan he majboor hoti hay bhai maira is dunya mien har banda majboor hay bus majboori ki ik hadd hay sab ki koi zayda majboor hay koi kamm hope u will understand
kenay ko bohat kuchh hay per i think itna he kafi hay aap apnay parents ko razi karnay ki koshash kar saktay hain laikan agar aap kahein keh aap apni marzi kar saktay hain aap majboor nahee hain to mein kaho ga aap ghalt hain kiyon keh tab bhi aap ik ka bharam tor kar dosray ka bharam qaim rakho gay aur majboori mein bharam us ka rakhna chahyay jis ki baram zayda zaroorat hay jis ne 20/22 saal aap ko seenay se laga k rakha hala keh is mein bhi ko shaq nahe hay jo aap ko chahti ho gi woh bhi bohat chahti ho gi sahee ho gi magar parents k muqabilay mein kuchh nahee
Virdun ur absolutely right and I am with you…. Bywafa insane (larki ho ya larka) nahi karta bewafi tu zalam waqat karta hain…. Bewafa na larka tehraya ja sakta hai aur na hi larki …… sometime insane ko bohat si majboriya a sakti hain …. Jessa kay app ny kaha kay baharam rakhna chahiya am agree with u …
Wo parents jinho nay app ko itna bara kiya aur app apny do din kay ishq kay pechy bag kar parents ki 20/22 salla mohabbat pyar ko tukra day gy…… infact app pyar karty ho tu kia hova kess pay ahsan kia hai payar kar kay app un logo ko kio nahi deakhty jo app say pyar karty hain na kay un ko jin say app ko payar hai……
Bohat si larkiya younhi gharoo say bhag jati hain aur ya kitny sharam ki batt khai kabhi socha hai uss apny sajan ka bharam tu rakh liya us kay sath bag kar per app us kay parents ka baharm kon rakhy ga wo tu un ki izat ka janaza apny kando per nekal kar lay geee ………………… well yaha per larky ka bi kassor hai baly larki na samjh hai but kam az kam larky ko tu ess chees ka ahsas hona chahiya well main yahi kahoo gee kay kay ess dialogue ko chor ( everything is fair in love and war) duniya badal chuki hai ….
Actually na hum serf apny bary main sochty hain dosaro kay bary main nahi sochty kitni buri bat hai na jessy virdun nay kaha kay appny zehan socho ko wasasiyat day main bi kahoo gee khuch kehny karny say pehly har pehloo per Nazar dallo
And this is the key
As a girl main kehti hooo kay ager app kessi say payar karti bi ho tu kabhi izhar nahi karna …… kio kay jess say app pyar karti hoo kahi wo ess bat ka najyez faida na uthye …. And that’s it