Logo

Jamay gi kese bisaat-e-yaaran


Posted on 4/3/2006 10:31:26 PM

i hope ye main ne pehle post nahi ki... buss wo demagh

ye ghazal Nikammay bhai k naam...

Posted on 4/3/2006 10:33:09 PM

dimag ko choriye daktar,,
uss k bager bhi kaam chala hi rahe hein aap

hum ko to aap k zauq se matlab hai

Posted on 4/3/2006 10:37:18 PM

yar ek kulfi jama do mujhay bhok lagi hae

Posted on 4/3/2006 10:37:25 PM

SALL:
dimag ko choriye daktar,,
uss k bager bhi kaam chala hi rahe hein aap

hum ko to aap k zauq se matlab hai


jee nahi,
ye baat nahi hey k hum demagh k baghair kaam chala rahay hain.. aik bohat acha pyara sa demagh hey hamaray paas.. buss wo aajkal zara kaam kamm kar raha hey..

aor mera zoq.. ... uffffffffffffff

Posted on 4/4/2006 7:16:41 PM

Bazigaar:
yar ek kulfi jama do mujhay bhok lagi hae


baazi bhai...shayari ki mehfil main... ghair-shayarana humain sakht na-pasand hain...

Posted on 4/4/2006 7:18:33 PM

Doctor Sam:
i hope ye main ne pehle post nahi ki... buss wo demagh

ye ghazal Nikammay bhai k naam...
]
itni udas shairi mere naam
per he bohat achi
thnx,nawazish

Posted on 4/4/2006 7:55:45 PM

is udaasi main bhi aik khaaas khoobsoorti hey...

chalain koi muskuraati hui nazm bhi aap k naam kerian gay.. buss thora sa intazar...

Posted on 4/4/2006 8:13:48 PM

thnx,hum aik bar phir sarapa intizar hain

Posted on 4/5/2006 10:12:21 PM

aap humain sochnay pe majboor kar rahay hain k aap k INTAZAR pe bhi koi nazm aapko dedicate ki jaye....

Posted on 4/6/2006 12:34:24 PM