Logo

Mohabbat Kya hey......

kaha tum ne likho mujhe
mohabbat kya hey jaan-e-jaan
tumharey khat se pehle bhi main aksar sochta tha ye
mohabbat kya hey kya likhun
main aksar thames k tanha kinarey per khari ik boorhi lerki ko
kabhi jab sochta tha to
sunehri khwab ki thandak mere kanon main kehti thi
Mohabbat Ista'ara hey
mohabbat dhund main lipti naye khwabon ki basti hey
mohabbat sans lete aansuon se baat kerti hey
mohabbat thapthapati hey bohat toote huye shaney
mohabbat neelgun chhat per khari hasti k hathon ka sunehri lams hey janaan
(F)(F)(F)(F)(F)

Posted on 8/9/2003 11:51:29 AM

Posted on 8/9/2003 11:53:50 AM

just muhabbat!!

Posted on 8/9/2003 11:54:56 AM

muhabbat isssssssssssssssssss ya adeeb is rite mohabbat is mohabbat
but good job gul

Posted on 8/9/2003 9:52:56 PM

aap log nahin samajh saktey.........

Posted on 8/10/2003 2:57:05 PM

exactly..soffia

Posted on 8/11/2003 12:38:59 AM

Mohabbat bhi zindagi ki tarah hoti hai
har mour asaan nahi hota
aur har mour per khushi nahi milti
per jab hum zindagi ka saath nahi chortey
tu mohabbat ka saath kyun chorey....

Posted on 8/11/2003 12:56:47 AM

gud Jiya....

Posted on 8/12/2003 12:24:23 AM

oh jiya dats really nice!

Posted on 8/12/2003 8:07:17 AM

muhabbat aesa derya hae..keh barish rooth bhi jaey to pani kum nahi hota..

Posted on 8/12/2003 10:38:33 AM

okey

Posted on 8/12/2003 10:54:07 AM

yes adeeb...its all truth...

Posted on 8/13/2003 12:39:05 AM

yeahh.....mohabbat...mohabbat....mohabbat
dis word is full of....

Posted on 8/19/2003 12:25:45 PM

Mohabbat
Dil ka sakoon hai aitbaar
Mohabbat
Dil ki tadap hai yeh intezaar
Mohabbat
Dil ka sakoon hai aitbaar
Ishq hai chaahat ka nasha, tujhko nahin hai pata
Jisne kiya voh jaane hain, kaisa hai iska maza
Is mein milan ki hai bekhudi, is mein judaai bhi hai
Is mein vafaaon ka rang hai, bewafaai bhi hai
Pyaar mein jeete marte hain hum aashiq deewaane
Mohabbat
Dil ki ada hai yeh iktiyaar
Is mein haqeeqat hai chhupi, is mein kahaani bhi hai, oh
Is ke labon pe hasi hai to aankhon mein paani bhi hai
Is mein to hai bechainiyaan, is mein qaraar bhi hai
Jeet hai jo is khel mein, is mein to haar bhi hai
Is mein jalke marte hai ulfat ke parwaane
Ho, is mein jalke marte hain ulfat ke parwaane

Posted on 3/5/2008 9:22:34 AM

king paajee mujhay toh aisa hee lagta hai

Posted on 3/9/2008 7:43:50 PM

hehheheh

Posted on 3/18/2008 2:29:23 PM

Cathy:
Mohabbat
Dil ka sakoon hai aitbaar
Mohabbat
Dil ki tadap hai yeh intezaar
Mohabbat
Dil ka sakoon hai aitbaar
Ishq hai chaahat ka nasha, tujhko nahin hai pata
Jisne kiya voh jaane hain, kaisa hai iska maza
Is mein milan ki hai bekhudi, is mein judaai bhi hai
Is mein vafaaon ka rang hai, bewafaai bhi hai
Pyaar mein jeete marte hain hum aashiq deewaane
Mohabbat
Dil ki ada hai yeh iktiyaar
Is mein haqeeqat hai chhupi, is mein kahaani bhi hai, oh
Is ke labon pe hasi hai to aankhon mein paani bhi hai
Is mein to hai bechainiyaan, is mein qaraar bhi hai
Jeet hai jo is khel mein, is mein to haar bhi hai
Is mein jalke marte hai ulfat ke parwaane
Ho, is mein jalke marte hain ulfat ke parwaane

gudddd

Posted on 3/19/2008 6:11:43 AM

December Kay Mahinay Ka Woh Shaid Akhri Din Tha
Baras Guzray Kayen
Main Nay “Mohabat” Lafz Likha Tha
Kisi Kagaz Kay Tukray Per!
Achanak Yaad Aya Hay
Baras Guzray Kayen
Muj Ko Kisi Say Bat Kerni Thi
Usay Kehna Tha
Jaan-Nay Jaan! “Mujay Tum Say Mohabat Hay”
Magar Main Keh Nahi Paya
Woh Kagaz Ag Tak Lipta Para Hay Dhool Main Lakain
Kisi Ko Day Nahi Paya
Dobara Cha Ker Bhi Main Mohabat Ker Nahi Paya!

jiya_k:
Mohabbat bhi zindagi ki tarah hoti hai
har mour asaan nahi hota
aur har mour per khushi nahi milti
per jab hum zindagi ka saath nahi chortey
tu mohabbat ka saath kyun chorey....

Posted on 3/19/2008 9:21:09 PM

Posted on 3/19/2008 9:26:52 PM

Noor-e-Sahar:
kaha tum ne likho mujhe
mohabbat kya hey jaan-e-jaan
tumharey khat se pehle bhi main aksar sochta tha ye
mohabbat kya hey kya likhun
main aksar thames k tanha kinarey per khari ik boorhi lerki ko
kabhi jab sochta tha to
sunehri khwab ki thandak mere kanon main kehti thi
Mohabbat Ista'ara hey
mohabbat dhund main lipti naye khwabon ki basti hey
mohabbat sans lete aansuon se baat kerti hey
mohabbat thapthapati hey bohat toote huye shaney
mohabbat neelgun chhat per khari hasti k hathon ka sunehri lams hey janaan
(F)(F)(F)(F)(F)
<font face="Trebuchet MS"></font id="Trebuchet MS"><font color="green"></font id="green">

mohabbat thapthapati hey bohat toote huye shaney (F)

kia kehnay

Posted on 3/23/2008 9:20:21 PM

Lashakir:
December Kay Mahinay Ka Woh Shaid Akhri Din Tha
Baras Guzray Kayen
Main Nay “Mohabat” Lafz Likha Tha
Kisi Kagaz Kay Tukray Per!
Achanak Yaad Aya Hay
Baras Guzray Kayen
Muj Ko Kisi Say Bat Kerni Thi
Usay Kehna Tha
Jaan-Nay Jaan! “Mujay Tum Say Mohabat Hay”
Magar Main Keh Nahi Paya
Woh Kagaz Ag Tak Lipta Para Hay Dhool Main Lakain
Kisi Ko Day Nahi Paya
Dobara Cha Ker Bhi Main Mohabat Ker Nahi Paya!

jiya_k:
Mohabbat bhi zindagi ki tarah hoti hai
har mour asaan nahi hota
aur har mour per khushi nahi milti
per jab hum zindagi ka saath nahi chortey
tu mohabbat ka saath kyun chorey....

kabhi kabhi sirf hurf-e-muhabbat likhna bhi jurm ban jata hai

Posted on 3/23/2008 9:21:43 PM

Noor-e-Sahar:
kaha tum ne likho mujhe
mohabbat kya hey jaan-e-jaan
tumharey khat se pehle bhi main aksar sochta tha ye
mohabbat kya hey kya likhun
main aksar thames k tanha kinarey per khari ik boorhi lerki ko
kabhi jab sochta tha to
sunehri khwab ki thandak mere kanon main kehti thi
Mohabbat Ista'ara hey
mohabbat dhund main lipti naye khwabon ki basti hey
mohabbat sans lete aansuon se baat kerti hey
mohabbat thapthapati hey bohat toote huye shaney
mohabbat neelgun chhat per khari hasti k hathon ka sunehri lams hey janaan
(F)(F)(F)(F)(F)
<font face="Trebuchet MS"></font id="Trebuchet MS"><font color="green"></font id="green">

Posted on 3/23/2008 9:23:00 PM