Logo

Fursat ki aik Nazm (Rizwan Ashar)




Posted on 4/4/2006 6:37:13 PM

hum to hain muztarib kai sadiyon se
tum ko sakoon paanay se kis ne roka hey..


shayad... aap ne e roka hey...

Posted on 4/4/2006 6:54:26 PM

Poori Nazm mainn sirf aik Line per Tabsara

Posted on 4/4/2006 7:48:00 PM

wo line zyada achi lagi na... let me read it once again to comment on another line...

Posted on 4/4/2006 8:18:11 PM

ok..waiting

Posted on 4/4/2006 8:41:25 PM

to b honest, nazm sari achi hey...

resham ka ik nanna sa khaliq
gungunata hey kisi shaakh par tanha
is k geeton main hey kahani kuch..
keh raha hey bharrai aankha ka
ruka hua paani kuch...

beautiful lines...

Posted on 4/4/2006 8:46:56 PM


Posted on 4/4/2006 9:02:12 PM

lo... aapko to chammo a gai hey...

Posted on 4/4/2006 9:11:08 PM

Baaqi Log Kahann hainn

Posted on 4/5/2006 9:53:16 AM

ab yahan koi nahi. koi nahi aaye ga...

Posted on 4/5/2006 8:35:18 PM


Posted on 4/5/2006 8:39:54 PM

ismain rone ki kya baat hey...

Ummeed....

Hum ne ummeed k saharay par
toot kar yunhi zindagi ki hey
jistarah tum se aashqi ki hey
Faiz...


Posted on 4/5/2006 8:59:49 PM

rooh aur saans ka rishta,he bait-ul-ankboot ka hi taar.u said it all,dear.main ne nazm to kal hi parh li thi lekin thak gaya tha posting se.beautifull

Posted on 4/5/2006 10:20:40 PM

Doctor Sam:
ismain rone ki kya baat hey...

Ummeed....

Hum ne ummeed k saharay par
toot kar yunhi zindagi ki hey
jistarah tum se aashqi ki hey
Faiz...



Agar aap FAIZ na likhtay tou mainn Phir Ghalat Fenhmi mainn per jaata


NIKAMMA jee...Thankoo

Posted on 4/6/2006 9:36:02 AM

isiliye hum ne Faiz likh diya tha...

Posted on 4/6/2006 12:12:28 PM

meharbaani,,,

Posted on 4/6/2006 12:50:16 PM

aisi meherbaaniyan hum kartay rehtay hain...

Posted on 4/6/2006 1:14:29 PM

Achha jee..Ok Phir Carry on

Posted on 4/7/2006 4:38:50 PM