no main nain to kuch aur poocha waisay post kerna asaan haii
jee bohaat asaan
dil dayna asaan hai ya layna
piyar nebahna asaan haii ya kerna
marna asaan haii ya jeena
hasana asaan haii ya rolana
dost banana asaan haii ya dhusman banana
naraz kerna asaan haii ya khush kerna
![]()
dil dena kaam hay dildaar ka
bholay say naam na lo pyar ka
pyar bhi jhoota
yaar bhi jhoota![]()
jhoot ko jhoot ka sahara
nothing
ye ghalat post ho gayii hai
kiya howa rap and frank
oyeee Frany meri frnd ko ten na karo![]()
werna![]()
kiya howa rap and frank
kiya howa rap and frank
see for urself,,
i didnt do nothing wrongg
she only understands you..
what all others say is rubbish