Logo

Ek dafa Hazrat Mousa (Alaih Salaam) nay

Ek dafa Hazrat Mousa (Alaih Salaam) nay Allah say kaha ke kiya achaa hota agar chaar cheezain hotin aur chaar na hotin ...

Ø      Zindagi hoti Mout na hoti,
Ø      Jannat hoti Dozakh na hoti,
Ø      Ameeri hoti Gareebi na hoti,
Ø      Tandurusti hoti Bemari na hoti....

Gaib say awaz aayee Aey Mousa!
Ø      “Agar Zindagi hoti Mout na hoti tu mera deedar kaisay hota..
Ø      Agar Jannat hoti Dozakh na hoti tu meray Aazab say kon darta ..
Ø      Agar Dunya main Ameeri hoti Gareebi na hoti tu mera Shukar kon ada kerta..
Ø      Agar Tandurusti hoti Bemari na hoti tu Mujhay Yaad kon kerta ..... “

Jab yeh batain Hazrat Mousa nay suni tu kaha Aey Allah!Beshaq teray har kaam main koi na koi Hikmat zaroor hoti hai....

Posted on 4/17/2006 4:20:44 PM

Bilkul Sahih....Allah ki Baatainn sub Sahih hain..Insaan ko samajhnay mainn Dair lagti hay

Posted on 4/17/2006 4:51:58 PM

yeah its true..
i knoe a hadees in this contextt too

chaar cheezo ko chaar chezo se pehle ganimat jano:
1.zindagi ko mote se pehle
2.tandrusti ko bemari se pehle
3.fursat ko masroofiat se pehle

sorry i forgot the fourth thingg..

Posted on 4/17/2006 7:55:08 PM

Thanks for sharing Frank...

Posted on 4/17/2006 7:59:41 PM

thx frank

Posted on 4/17/2006 8:47:45 PM

Frankenstein:
yeah its true..
i knoe a hadees in this contextt too

chaar cheezo ko chaar chezo se pehle ganimat jano:
1.zindagi ko mote se pehle
2.tandrusti ko bemari se pehle
3.fursat ko masroofiat se pehle

sorry i forgot the fourth thingg..


actually there are five things:

4. Youth before the old oage
5. Wealth before poverty.

Posted on 4/18/2006 2:50:51 AM

yeah right..
i jsut read this in the newspapers
and thnx for correcting me

Posted on 4/18/2006 9:34:40 AM

itss ook

Posted on 4/18/2006 11:20:29 AM