- Ghar mein do javaan betiyan hain
- lo...muh meetha kar lo
- mein yeh shaadi nahin hone doongi
- aaj pinky ka janam din hai
- yeh aap kya kah rahen hai, bhai sahib
- Bhaiya !!!!!!!!!!
- Ma, tum kitni achchi ho
- Aaj mein bahut khush hoon (usually to be followed by a tragic turn of
events)
- arre isse to tez bukhar hai
- Nikal jaa mere ghar say...
- Hatoe naa, log kiya kahengay
- khabardaar joe mujhay haat bhee lagaya and the best:
- tumne apni ma ka dudh piya hai to ...
- jug jug jiyo beti/beta
- gurkha, ise dhakke maarke bahar nikal do.
- Maine tumhe paal pos kar bada kiya..
- Ab tumari maa hamare kabze main hai
- Pulis ko tum jaise naujawanon par naaz hai
- Driver, gaadi roko
- Tum jaise gandi naali ke keede....
- Ek baar mujhe maa keh kar pukaro beta"
- aur ye bechari begunnah hai. That's all, your honor
- tazeerat-e-hind , dafa 302 ke tahat, mulzim ko maut ki saza sunai
jaati hai.