debate nahi kar rahi hu
sirf woh bata rahi hu jo janti hu aur jo samajhti hu
is it wrong to ask questions or to give its own opinion
koi fatwa nahi diya me ne,,, apna khyal bataya hai
me ne bhi parha aur suna hai k music haram hai
but yeh bhi parha hai k songs without music is halal if its words are halal
yeh bhi parha hai k khushi k moke pe "duff" bajane ki bhi ijazat hai... sirf itni baat samajhna chah rahi hu k musical instruments ka taluk wakt aur culture se hota hai,, duff is no more in use now a day so can it b replaced by something else,,
a piano or a violon may b ??
one more thing
agar music haram hai to qawali kaise jaiz hai,, i know bohot se log isse bhi galt kehte hein,, and im one of them who things k qawali sunne se pehle uss ko matlab aur maksad ko samajhna zaroori hai,, agar time pass liye suno ge to its infact wrong
wot abt molana rumi, wot abt chishtiya silsila
unn ko maane waale ulti seedhi harkatein karein doesnt mean k woh khud bhi galt the
me ne kab kaha k gana sunna jsawab ka kaam hai ??
sirf itna keh rahi hu k agar WORDS galt hein to GANA to galt na hua na
me ne AZAAN ka iss liye kaha k agar LAI mei gana mana hai to azan/tilawat sirf parhi kyun nahi jati,, mujhe bhi apta hai k azaan Allah ki taraf bulane ki dawat hai
but i asked a simple question withou saying that music SAWAB kamane ka zariya hai
dont b toooo late
hum ko bhool jata hai k kya baat ho rahi thi