Logo

Pani tale safar mein

Pathar ko koi neend ka jhonka na aayega....

Ab k lagi thi aankh toh sapna na aayega.....

Lo ho chuka hai dil ko... Khatao pe naaz ab...

Ab shom to bhi subah ka bhula na aayega..

Mere lahu ka rang tha daman pe chadh gaya....

quatil ko tha guman ki chhinta na aayega....

Ander hi tod dala kinaro ko jast ne..........

Ab aaoge toh rah mein dariya na aayega...

Main doob gaya hoon magar tah ko pa gaya.........

Pani tale safar mein ab kinara na aayega....


Posted on 6/6/2006 7:06:33 PM


Posted on 6/7/2006 8:03:38 PM

Ander hi tod dala kinaro ko jast ne..........

Ab aaoge toh rah mein dariya na aayega...

Main doob gaya hoon magar tah ko pa gaya.........

Pani tale safar mein ab kinara na aayega....

Posted on 6/8/2006 5:19:44 AM

Nice Sahring...but Roman Urdu is not well managed...Perhnay mainn thori mushkil hui

Posted on 6/8/2006 8:23:52 PM