Logo

~ Ishq nakaam sahi.............

dubdubaa aai woh aankhein jo mera naam aaya
ishq nakaam sahi phir bhi bohot kaaam aaya

lazzat e marg e mohabbat koi uss se puuche
jiss k lab pe dam e akhir bhi tera naam aaya

zindagi tere tasavvur se alag reh na saki
nagma koi ho magar saaz yehi kaam aaya

hum pe aisi bhi gham e ishq mein raatein guzri
jab tak aansu na baahe dil ko na aaram aaya


Posted on 6/10/2006 12:43:34 PM

hum pe aisi bhi gham e ishq mein raatein guzri
jab tak aansu na baahe dil ko na aaram aaya


Posted on 6/10/2006 1:11:16 PM

hum pe aisi bhi gham e ishq mein raatein guzri
jab tak aansu na baahe dil ko na aaram aaya


aray ... ye hum ne baad main dekha k nb ne bhi ye e likha hey... honestly.. wese ghazal sari achi hey...

Ishq nakaam sahi phir bhi bohat kaam aaya...

Posted on 6/10/2006 8:01:03 PM

hum ko bhi yeh bohot pasand i



hum ko isse parh k woh ghazal yaad aa gaee
mere kabu mei ne, pehroon dil e nashaad aaya
woh mera bhoolne waala jo mujhe yaaad aaya

Posted on 6/11/2006 11:31:59 AM

wo mera bhoolne wala.. jo mujhe yaad aaya..
wow wat a beautiful line..
main ne ye pehle nahi suni thi

Posted on 6/11/2006 1:33:19 PM

chalo phir hum aap ki khahish poori kiye dete hein

Posted on 6/11/2006 1:40:00 PM

shukriya jee..

Posted on 6/11/2006 3:01:10 PM

koi baat nahi jii

Posted on 6/11/2006 6:31:51 PM

hum pe aisi bhi gham e ishq mein raatein guzri
jab tak aansu na baahe dil ko na aaram aaya


Posted on 6/13/2006 8:02:18 PM

haan na naaa

Posted on 6/15/2006 11:27:11 PM

QUEEN VICTORIA:
hum pe aisi bhi gham e ishq mein raatein guzri
jab tak aansu na baahe dil ko na aaram aaya



lekin aap to doctor hain...

Posted on 6/16/2006 10:01:49 PM

lazzat e marg e mohabbat koi uss se puuche
jiss k lab pe dam e akhir bhi tera naam aaya

Wah zabardast piece of poetry

thanx for sharing it..

Posted on 6/16/2006 10:20:03 PM

thanks for sharing

Posted on 6/16/2006 10:22:47 PM

sab ka fvt aik shair

saray hi bay aram hain

Posted on 6/21/2006 8:14:54 PM

sab k sab....

Posted on 6/21/2006 8:16:37 PM