Kab, kahan, kaise kuch pata nahin;
Tumhari baaton ne jaadu woh kiya,
Mere dil ko diwana bana diya;
Chaha to bahut kuch kaho tum humse,
Par khamoshi ne tumhare maara hamein ghum se;
Intezaar mein baithe hain kab tum izhaar karoge,
Ikraar ka moka hamein bhi kabhi doge;
Hoga woh din kayamat se badhke,
Kyunki chaha hai tumhe chahat se badhke......