Logo

// gumaan \\

me kachi neend mein hoon
aur apne neem-khabeeda tanaffus mei utarti
chandni ki chaap sunti hu

gumaan hai
aaj bhi shayad
mere maathe pe tere lab
sitaare sabat karte hein














Posted on 9/2/2006 8:38:27 PM

yeh kis kee poetry hai

Posted on 9/2/2006 9:59:13 PM

SALL:
me kachi neend mein hoon
aur apne neem-khabeeda tanaffus mei utarti
chandni ki chaap sunti hu

gumaan hai
aaj bhi shayad
mere maathe pe tere lab
sitaare sabat karte hein






Is he doing this Via Satellite    

Posted on 9/2/2006 10:49:11 PM

tareeef karne k liye shayar ka naam jaana zaroori hai kya





naya bhai jiiii
tareeef karo bass,,, bongiyan na maro

Posted on 9/3/2006 12:03:50 PM

muft mein tareef kar dein bus

Posted on 9/3/2006 12:15:28 PM

wo darasal... Fragi baba ko aap pe aietbaar nahi hey sall.. wo nahi chahtay k kabhi bhi bhool-chok se aap ki tareef ho jaye.. so wo tareef direct shayar tak e pohanchana chahtay hain..

NB.. scienci shayar hain.. modern shayar..

Wese ye Parveen shakir ki hey ghaliban..wording aor style bohat acha hey , , personally parveen shakir ki poetry mujhe bohat zyada pasand nahi hey..

Posted on 9/3/2006 1:40:41 PM

hanji hum bus direct tareef karney k aadhi hian na

Posted on 9/3/2006 4:11:34 PM


Posted on 9/4/2006 4:53:23 PM

per maine to tareef karoon gi hi


Posted on 9/4/2006 4:54:18 PM