chand nazer nahin aaya

1733 views 29 replies
Reply to Topic
QUEEN VICTORIA

Age: 124
Total Posts: 26285
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
ramzaan mubarik ka chand nahin nazar aaya
Pakistani qoum aik roza phir hazam ker gaye
is baar bhi i think 29 rozay hon gay
yahan monday ko roza hai pehla
Posted 23 Sep 2006

mujhe pata tha monday ko hoga...Ramzan mubarak baji
Posted 23 Sep 2006

~Fragi~ says
yeah we all were sure short k kal roza hoga
khair Allah sab acha karey
Posted 23 Sep 2006

chalo subha dat karnashta karain gay
Posted 23 Sep 2006

~dia~ says
haan Pak main monday ko roza hoga
Posted 23 Sep 2006

~Fragi~ says
chand kaisey nazar aata ... mein tu safar mein tha na
Posted 23 Sep 2006

to kis ne kaha tha safar main aane ko
Posted 23 Sep 2006

~Fragi~ says
ghar tu aana tha na
Posted 23 Sep 2006

to ab kia karain kal ka roza to gaya
Posted 23 Sep 2006

~dia~ says
mujhay tou roz nazar ata hai
meri mamma ka naam chand hai
Posted 23 Sep 2006

nice name
Posted 23 Sep 2006

~dia~ says
thx
Posted 23 Sep 2006

wo babay roet e hilaal walay un ko ramzaan ka chand late aur eid ka aik din pehl;ay dikh jata hai
serhad main aaj hamesha ki terha roza hai wo eid bhi pooray 30 rozay rakh ker aik din pehlay mana lain gay
Posted 24 Sep 2006

shahrukh khan said:

mujhe pata tha monday ko hoga...Ramzan mubarak baji

same to u

oh to aap bhi roet e hilaal commaiti main shamil hain

pakro is ko issi nay chand ghayab kiya hai
Posted 24 Sep 2006

Ashii says
chaand kaise nazar aata
hum ne uss ko chupa liya hai

yahan aaj hai roza
RAMADAN MUBARIKKKKKKKKKKK
Posted 24 Sep 2006

QUEEN VICTORIA said:

pata hai kese pata tha mujhe...yahan jis din roza hota hai..hamesha agle din pakistan main hota hai
Posted 24 Sep 2006

SALL said:

chaand kaise nazar aata
hum ne uss ko chupa liya hai

yahan aaj hai roza
RAMADAN MUBARIKKKKKKKKKKK

yahan bhi aapko bhi
Posted 24 Sep 2006

Doctor Sam says
QUEEN VICTORIA said:

ramzaan mubarik ka chand nahin nazar aaya
Pakistani qoum aik roza phir hazam ker gaye
is baar bhi i think 29 rozay hon gay
yahan monday ko roza hai pehla

wo na

darasal..

hum chhat pe nahi gaye thay na..

to...
Posted 24 Sep 2006

CHHAT
Posted 24 Sep 2006

Doctor Sam says
roof...
Posted 24 Sep 2006

jb per itnay sray chand hain mujhay to pata hi nahin tha

waisay koi ramzan ka hai chand koi eid ka aur koi moharrum ka
Posted 24 Sep 2006

Doctor Sam says
lo aapko pata e nahi tha..
Posted 24 Sep 2006

aaj hi pata chala hai
soch rahi hoon main kya hoon
Posted 24 Sep 2006

~Fragi~ says
aaj bhi nahi dekh saka mein tu chand
Posted 24 Sep 2006

roza kab rakho gey
Posted 24 Sep 2006

~Fragi~ says
Aaj roza hai
Posted 25 Sep 2006

5 rozay guzer bhi gaye
Posted 29 Sep 2006

sub meriiiii geltiiii haii
really really sorry bro sis friends etc

main na beemar hota na rola parta moon nazar nai aya
QUEEN VICTORIA said:

ramzaan mubarik ka chand nahin nazar aaya
Pakistani qoum aik roza phir hazam ker gaye
is baar bhi i think 29 rozay hon gay
yahan monday ko roza hai pehla

Posted 29 Sep 2006

valandrian says
bd17854bd17854bd17854bd17854bd17854bd17854bd17854bd17854bd17854bd17854bd17854bd17854bd17854bd17854bd17854bd17854bd17854bd17854bd17854bd17854bd17854
bd17854bd17854bd17854bd17854bd17854bd17854bd17854bd17854bd17854bd17854bd17854bd17854bd17854bd17854bd17854bd17854bd17854bd17854bd17854bd17854

bd17854
Posted 19 Apr 2018

Posted 21 Sep 2018

Reply to Topic