NAAT

585 views 11 replies
Reply to Topic
mmja

Age: 124
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
   NAAT
humko apni talib say saysawa chaye
ap jesay hain wesi ada chaye
kyion kahon yeh ada woh ada chaye
unko malom hai humko kyia chaye
aik qadam bhi chal na sakayn HAZOR
har kadam pay karam apka chaye
ishiq main apkat hum tadraptayto hain
par har tadrap main bilali ada chaye
or koi bhi apni tamana nahin
inkay pyiaron ki pyiari ada chaye
apnay qadam ka dhowon ata kejiay
hum marizon koab shafa chaye
(khalid mehmood)

Posted 28 Sep 2006

Reply to Topic