awards

3423 views 64 replies
Reply to Topic
mmja

Age: 124
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
pak ko koi bhe nahin mila jabkay m.yousif boht catg main tha or uske perfromence bhe apkay samnay hai or pehlay kaha kay beshak m.asif pay ban lag gaye usay award mil sakta hai bad main mukar gay yeh icc nay saf ronde mar hai pak kay sath
Posted 05 Nov 2006

sun_shine says
nahi hamari friendship kaafi mazboot hain.
Posted 30 Dec 2006

mmja says
phir to boht achi bat hai lakin main nay to daykha hai kay loog esa bhi kartay hain khas kar jab apki un say laraye sharaye ho jaye to
Posted 01 Jan 2007

sun_shine says
per hamari larai to nahi kisi baat main ikhtilaaf hota to aik doosray ko mana laitay.
Posted 03 Jan 2007

mmja says
yeh to achi bat hai kay apkay frinds itne porani hai or iten achi hai lakin har kisi ko to esay friends nahin miltay na
Posted 03 Jan 2007

Reply to Topic