mann main udaasi kion le aati hey...
Majboori ka ehsaas..
![]()
Batao Logo...![]()
mann main udaasi kion le aati hey...
Majboori ka ehsaas..
![]()
Batao Logo...![]()
song shoron :
ATAILI NA BAJAL JAYA TALO...
oye chotay sad song bola tha
sir phira chota
tholi naswar dala talo
![]()
![]()
new song:
Chak dhum dhum Chak dhum dhum
Chaluth hero danche![]()
![]()
![]()
mann main udaasi kion le aati hey...
Majboori ka ehsaas..
![]()
Batao Logo...![]()
bas ap ke xamz waghea hai na
isi liye esa lag raha hia
yaa may be udasi laati ho.shayad yeh insaan kay mann ki situation pe depend karta hain.kabhi insaan baarish main buhat khush hota hain to kabhi dukhi.
mann main udaasi kion le aati hey...
Majboori ka ehsaas..
![]()
Batao Logo...![]()
wah wah wah...![]()
ghorday jesi chaal
hathi jesi dum
![]()
bhulakarh doc bohat khatarnak hotay hain![]()
operation tay time ahtiyat talna logo
ham bi aap tay mareezon tay liyay dua tiya talain gey![]()
![]()
![]()
lo,, me bhi yehi samjhi k baLich ki baat ho rahi hai
![]()
![]()
barish mei udaasi k kaye reasons hein
1/ old memories jiss ka taluk aisi mausam se ho
2/ dil pehle se udaas ho to barish dekh k rone ka dil karta hai,, jaise kissi ko rote dekh k dil bhar aae
3/ the most important,, suraj ki kami k ba'is energy level ka kam hona dil ko udaas kar deta hai
dont need to worry at alll,, waise bhi sardiyan aane ko hein,,, take few vitamins,, B/C/D balke A to Z le lo
and try to make ur self more active (physical activities)
better for us to follow the nature's cycle
loo jii,,, daktar to hum ko hona chaiye tha
![]()
![]()
![]()