uninvited
Nikamma
and frakenstein
i must say
is liyay nahin k wo sab ghalat hay ..( coz ziada sachi bat to ALLAH jantay hain)
but is liyay kay aap log suni sunai ko nahin mantay..
wish main bi har bat ko har pahlo say soch sakon.
and Rapu tumnay bi kuch ghalat nahin kia :)
tumhain laga k yah bat ghalat hay and
logon ko aisay words bol kar GUNAH mil raha hoga
and tumnay share kar diya...
and ab ati hon topic ki taraf to...
baki ka to nahin but MOHAMMAD ko Mohd ( chahey koi bi matlab banta ho Mohd ka )
na hi bualin to acha hoga...
coz waisay bi NAAM nahin bigarhna chahiyay ( jo k ham aksar kartay hain

) coz us say uska matlab change ho jata hay.
....