Logo

WAZAHAT

3 saal say ziada ho gaye mujhay JB per aur nb ko bhi taqreeban 3 saal
aaj aik member nay mujh say poochha
QV WT IS UR relation wid NB
is he ur fiance





mai samjhti thi sab ko pata hai lakin aaj ahsaas hua kay pata nahin kitnay log nahin jantay aur janay baghair kya andazay lagatay rehtay hain.

khair un kay liye jo nahin jantay

JBIAN NEW BEAU IS MY REAL BROTHER

so plz ainda yaad rakhiye ga.

Posted on 12/15/2006 4:01:23 PM

q.v
confirm mujhe bhi nahin tha but i dont care to know k kon kis ka kaya lagta he.
acha kia ap ne wazahat ker di.
log bhi bass

Posted on 12/15/2006 4:15:19 PM

yeh kya scene hai logo

kon kis ka bhai hai

Posted on 12/15/2006 5:36:51 PM

so rahe ho kya

Posted on 12/15/2006 5:46:14 PM

ohh yaar

choro

do u know reality tum ney qv ka Bey Farm dekha hai kya

Posted on 12/15/2006 5:48:16 PM

well thats a piece of information,,i dint know this,,thanks

Posted on 12/15/2006 5:55:37 PM

SRK NB ZINDA HAI

TUM NEY PAST BANA DIYA

Posted on 12/15/2006 5:56:56 PM

bey farm to nahin dekha
but i know her and her bro for long enough to trust them for what they say.

Posted on 12/15/2006 5:57:20 PM

oh acha    

Posted on 12/15/2006 6:00:48 PM

mein ney kehney laga tha fraagi yehi baat

Posted on 12/15/2006 6:03:45 PM

haan pata hai ji :P aur shahrukh khan mera nikka pra galti se

Posted on 12/15/2006 6:37:58 PM

max power:
ohh yaar

choro

do u know reality tum ney qv ka Bey Farm dekha hai kya


so thats ur point of view
aap hi jaisay logon ki ghalat fehmi door kerna thi



any ways mujhay kisi ko koi saboot nahin dena sirf aik information dena thi so di.

Posted on 12/15/2006 6:45:38 PM

mr nice guy:
haan pata hai ji :P aur shahrukh khan mera nikka pra galti se


haan galti hee hai shaid

Posted on 12/15/2006 6:49:23 PM

chalo khair hota he aisa bhi.
n.b kaisa he,theek to he na,
us se jab bhi baat ho mera salaam deejiay ga

Posted on 12/15/2006 6:51:33 PM

aur hurt kernay wali baat jantay hain kya thi
jab main nay us ko kaha nb mera bhai hai
he said
"is main kitni haqeeqat hai khuda janta hai"



phir us nay mujh say maafi bhi mangi
lakin ab lag raha hai wo maafi bhi bas aisay hi thi
bcz us ki posting say nahin lag raha kay us ko afsos hai.

Posted on 12/15/2006 6:51:44 PM

chill QV aapo ji

Posted on 12/15/2006 6:52:58 PM

shahrukh khan:
QV


ye bhi mera bhai hai

Posted on 12/15/2006 6:59:07 PM

mr nice guy:
haan pata hai ji :P aur shahrukh khan mera nikka pra galti se



NG ye kia    kis ki ghalti ?????????

Posted on 12/15/2006 6:59:18 PM

QUEEN VICTORIA:
aur hurt kernay wali baat jantay hain kya thi
jab main nay us ko kaha nb mera bhai hai
he said
"is main kitni haqeeqat hai khuda janta hai"



phir us nay mujh say maafi bhi mangi
lakin ab lag raha hai wo maafi bhi bas aisay hi thi
bcz us ki posting say nahin lag raha kay us ko afsos hai.

sad to know that
per khair net per aisa ho hi jata he.
hope he understands it NOW

Posted on 12/15/2006 6:59:59 PM

Qv rahne dein yahan har mem dosre mem k baray mein aisa hi sochta hai khas tor pe female koi mem kisi male mem se baat akrain tu thore din baad koi mem pochta hai baton hi baton mein acha u like him?? zehniyat hi kharab hai yahan koi kya akr sakta hai


aap ghusa na karain coz logon ka kam hai bolna so bolne do
n aik aur baat
Khata war samjhe gi duniya tujhe
Ab itni ziada SAFAYI na de
be happy may Allah always bless both of u ameen

Posted on 12/15/2006 7:00:52 PM

nikama:
chalo khair hota he aisa bhi.
n.b kaisa he,theek to he na,
us se jab bhi baat ho mera salaam deejiay ga

he is f9
ALHAMDOLILLAH
sure I will

Posted on 12/15/2006 7:01:20 PM

rapunzel:
Qv rahne dein yahan har mem dosre mem k baray mein aisa hi sochta hai khas tor pe female koi mem kisi male mem se baat akrain tu thore din baad koi mem pochta hai baton hi baton mein acha u like him?? zehniyat hi kharab hai yahan koi kya akr sakta hai


aap ghusa na karain coz logon ka kam hai bolna so bolne do
n aik aur baat
Khata war samjhe gi duniya tujhe
Ab itni ziada SAFAYI na de
be happy may Allah always bless both of u ameen



oh ma God

i dont think so aisa hai yahan

Posted on 12/15/2006 7:03:35 PM

rapunzel:
Qv rahne dein yahan har mem dosre mem k baray mein aisa hi sochta hai khas tor pe female koi mem kisi male mem se baat akrain tu thore din baad koi mem pochta hai baton hi baton mein acha u like him?? zehniyat hi kharab hai yahan koi kya akr sakta hai

MAIN TO AISA NAHIN HUN NA
MERE BARE MAIN KYA KHAYAL HE
U LIKE ME

Posted on 12/15/2006 7:05:36 PM

~Fragi~:
rapunzel:
Qv rahne dein yahan har mem dosre mem k baray mein aisa hi sochta hai khas tor pe female koi mem kisi male mem se baat akrain tu thore din baad koi mem pochta hai baton hi baton mein acha u like him?? zehniyat hi kharab hai yahan koi kya akr sakta hai


aap ghusa na karain coz logon ka kam hai bolna so bolne do
n aik aur baat
Khata war samjhe gi duniya tujhe
Ab itni ziada SAFAYI na de
be happy may Allah always bless both of u ameen



oh ma God

i dont think so aisa hai yahan


Bhai really mein ap ko nhi kah rahi but kuch AISE MEM hain n waise Jb se mujhe waqai bohat bohat ache bahi mile hain TT bhai,Javad Bhai,Cf,Virdan,Mmja Nikama Doc sam Aap

Posted on 12/15/2006 7:05:53 PM

nikama:
rapunzel:
Qv rahne dein yahan har mem dosre mem k baray mein aisa hi sochta hai khas tor pe female koi mem kisi male mem se baat akrain tu thore din baad koi mem pochta hai baton hi baton mein acha u like him?? zehniyat hi kharab hai yahan koi kya akr sakta hai

MAIN TO AISA NAHIN HUN NA
MERE BARE MAIN KYA KHAYAL HE
U LIKE ME


ofcourse u r my sweeeeeeeeeeet bhai

Posted on 12/15/2006 7:06:58 PM

rapunzel:
Qv rahne dein yahan har mem dosre mem k baray mein aisa hi sochta hai khas tor pe female koi mem kisi male mem se baat akrain tu thore din baad koi mem pochta hai baton hi baton mein acha u like him?? zehniyat hi kharab hai yahan koi kya akr sakta hai


aap ghusa na karain coz logon ka kam hai bolna so bolne do
n aik aur baat
Khata war samjhe gi duniya tujhe
Ab itni ziada SAFAYI na de
be happy may Allah always bless both of u ameen



sab say pehlay tou ye shair
shabash its my fvt


na na dear
sab ko aik jagha na lao
yahan bohat bohat achhay log bhi hain
not only girls
yahan bohat say achhay aur kuch bohat achhay male members bhi hain
baqi jis nay poochha tha mujhay ghussa us per bhi nahin
hota hai aisa,jab us nay kaha sorry i said its ok koi baat nahi main nay us ko thnx bhi kaha kay us kay sawal say mera zehan is taraf gay kay may be kuchh aur log bhi confused hon mujhay naye logon ko batana chahaiye.... lakin
ab us ki posting daikh kay dukh hua
khair koi baat nahin




lakin is terha logon ki nafsiyat ka aik rukh samnay aata hai
kay koi bhi do log(male and female)
kahin ja rahay hon ya baat ker rahay hon kyun mostly logon kay zehan main kabhi un kay bhai behan honay ka tasswur nahin ubherta is ki reason mujhay aaj tak nahin samajh aati.

Posted on 12/15/2006 7:07:05 PM

nikama:
rapunzel:
Qv rahne dein yahan har mem dosre mem k baray mein aisa hi sochta hai khas tor pe female koi mem kisi male mem se baat akrain tu thore din baad koi mem pochta hai baton hi baton mein acha u like him?? zehniyat hi kharab hai yahan koi kya akr sakta hai

MAIN TO AISA NAHIN HUN NA
MERE BARE MAIN KYA KHAYAL HE
U LIKE ME



clever   

Posted on 12/15/2006 7:07:33 PM

Asman se Tapki:
mr nice guy:
haan pata hai ji :P aur shahrukh khan mera nikka pra galti se



NG ye kia    kis ki ghalti ?????????


bas hogaye galti sab se lolz

Posted on 12/15/2006 7:10:20 PM

rapunzel:
~Fragi~:
rapunzel:
Qv rahne dein yahan har mem dosre mem k baray mein aisa hi sochta hai khas tor pe female koi mem kisi male mem se baat akrain tu thore din baad koi mem pochta hai baton hi baton mein acha u like him?? zehniyat hi kharab hai yahan koi kya akr sakta hai


aap ghusa na karain coz logon ka kam hai bolna so bolne do
n aik aur baat
Khata war samjhe gi duniya tujhe
Ab itni ziada SAFAYI na de
be happy may Allah always bless both of u ameen



oh ma God

i dont think so aisa hai yahan


Bhai really mein ap ko nhi kah rahi but kuch AISE MEM hain n waise Jb se mujhe waqai bohat bohat ache bahi mile hain TT bhai,Javad Bhai,Cf,Virdan,Mmja Nikama Doc sam Aap



i know sari duniya Clear n clean nahi hoti

Mysty joined this forum due to me n us ney bhi kafi dafa mujhe bola tha k koi aisa kehta hia koi waisa but phir bhi yeh apna forum bohat hee family family type ka hai


like ager mein yahan likhna start karoon tu mein dozens of members k naam likh sakta hoon jin sey mein real life mein mila hoon ... aisa bohat hee kam hota hai net communities mein

Posted on 12/15/2006 7:10:35 PM

QUEEN VICTORIA:
rapunzel:
Qv rahne dein yahan har mem dosre mem k baray mein aisa hi sochta hai khas tor pe female koi mem kisi male mem se baat akrain tu thore din baad koi mem pochta hai baton hi baton mein acha u like him?? zehniyat hi kharab hai yahan koi kya akr sakta hai


aap ghusa na karain coz logon ka kam hai bolna so bolne do
n aik aur baat
Khata war samjhe gi duniya tujhe
Ab itni ziada SAFAYI na de
be happy may Allah always bless both of u ameen



sab say pehlay tou ye shair
shabash its my fvt


na na dear
sab ko aik jagha na lao
yahan bohat bohat achhay log bhi hain
not only girls
yahan bohat say achhay aur kuch bohat achhay male members bhi hain
baqi jis nay poochha tha mujhay ghussa us per bhi nahin
hota hai aisa,jab us nay kaha sorry i saod its ok koi baat nahi lakin
ab us ki posting daikh kay dukha hua
khair koi baat nahin




lakin is terha logon ki nafsiyat ka aik rukh samnay aata hai
kay koi bhi do log(male and female)
kahin ja rahay hon ya baat ker rahay hon kyun mostly logon kay zehan main kabhi un kay bhai behan honay ka tasswur nahin ubherta is ki reason mujhay aaj tak nahin samajh aati.


yup u r rite Qv yahan waqai bohat ache male mem b hain jo izzat akrna jante hain n waqai Jb aj tak in meme ki wajah se abad hai


aur aise logon ko mujhe kuch kuch andaza hai k who is he khair chorein je ab hum har bande ka zehan tu sahih n saaf nhi akr sakte na kuch logon ko Allah tala dheel dete hain burhay ho k inki samjh meina isi batain ati hain

Posted on 12/15/2006 7:11:56 PM

~Fragi~:
nikama:
rapunzel:
Qv rahne dein yahan har mem dosre mem k baray mein aisa hi sochta hai khas tor pe female koi mem kisi male mem se baat akrain tu thore din baad koi mem pochta hai baton hi baton mein acha u like him?? zehniyat hi kharab hai yahan koi kya akr sakta hai

MAIN TO AISA NAHIN HUN NA
MERE BARE MAIN KYA KHAYAL HE
U LIKE ME



clever   


Clever nhi

Posted on 12/15/2006 7:13:11 PM