doori na rahye koi aj itnye kareeb aooo
main tum main sama jaoon tum mujh main sama jaooo
sansoon ki hararat se tanhai pighal jaye
jaltye huye honton ka arman nikal jaye
chahat ki ghata ban ker youn mujh per baras jaoo
main tum main sama jaoon tum mujh main sama jaoo
yeh baat na thi ab se pehlye jeenye main
dil ban ke dharaktye ho tum hi merye seenye main
kabhi sath na choro gaye tum meri kasam khaoo
main tum main sama jaoon tum mujh main sama jaoo
doori na rahye koi aj itnye kareeb aoo
main tum main sama jaoon tum mujh main sama jaoo
click here to download