Logo

girl,s education

this is topic and everyone have permission to talk about it
kay larkiyon ko higher education lani chayay?

Posted on 12/22/2006 10:42:13 PM

OFCOURSE! WHY SHOULDENT THEY?

Posted on 12/23/2006 3:30:34 AM

i am agree with u

Posted on 12/23/2006 12:02:44 PM

nida
higher edcation her aik ka haq he,larka ho ya larki lekin aik baat ka khayal rakhna chahiay k perh likh ker apni society ko bhi us ka faida ponhchaya jay.yeh nahin k degree li aur choolhay main jhonk di.

Posted on 12/23/2006 1:09:33 PM

nahi

Posted on 12/23/2006 5:49:08 PM

zaroor karnee chahye bulkay main to manta hoon kay un ko ziada zarooree hay highly educate hona
Even my fiancee is doing masters.

Posted on 12/23/2006 7:58:54 PM

higher ki to aisi ki taisi
larkiyon ko to education ki hi zarooorat nhi hai


yehhh cooking book lo haath mei aur jao kitchen ki taraf
parhati hu tum ko

Posted on 12/23/2006 9:19:38 PM

issliye to kaha nahi karni chahiye higher education!!

akhir jo phunkna to chula he hai

Posted on 12/23/2006 10:10:42 PM

nahi i think education must hain chahay wo ladkao ki ho ya ladkiyon ki,balkay ladkiyon kay liye buhat ziyada zaroori hain kyunki kaha jata hain kay "ek mard ti taleem sirf uski taleem hain jabkay ek aurat ki taleem pooray khandaaan ki taleeem hain."

Posted on 12/24/2006 8:25:31 AM

loooooooooo
ab saare mardon k jahil hone ka ilzam bhi laga do aurton pe


Posted on 12/25/2006 1:42:25 AM

kb app koun nahin jahti kay
girls ko higher education nahin lani chayay

Posted on 12/25/2006 12:30:26 PM

ashi ji cooking wagara to banda kabhi bhi seke lata hai
magar education woh bhi higher kay liya ek dafa hi moqa milta hai
jab shadi ho jati hai to phir koi nahin kahta kay aap education hasil karo
phir ghar kay kaam hi karnay pertay hain

Posted on 12/25/2006 12:32:57 PM

Don ji aap koun atnay khilaf hain
tell me

Posted on 12/25/2006 12:33:57 PM

lia hall heai junb

Posted on 12/25/2006 1:30:20 PM

Ashii:
higher ki to aisi ki taisi
larkiyon ko to education ki hi zarooorat nhi hai


yehhh cooking book lo haath mei aur jao kitchen ki taraf
parhati hu tum ko


lay dus
ab wo cooking book perhnay k liye tou perhna peray ga


best ye hai kay cook book ki bijaye TV ka mashwera do
wahan kaafi reciepies sun aur daik ker kaam aain gi

Posted on 12/25/2006 3:05:39 PM

that good queen victoria

Posted on 12/26/2006 8:23:58 PM

nida khan:
ashi ji cooking wagara to banda kabhi bhi seke lata hai
magar education woh bhi higher kay liya ek dafa hi moqa milta hai
jab shadi ho jati hai to phir koi nahin kahta kay aap education hasil karo
phir ghar kay kaam hi karnay pertay hain

TRUE,, cooking kabhi bhi seekhi ja sakti hai,, but cooking to aap ko hamesha karte rehni hai
wot will u do with ur "masters degree" ??
uss ka halwa pakana hai ya achar dalna hai ???

well as u said shadi k baad nahi parh sakte,, im sure thats coz parhai mei koi kharabi hai,, warna "inlaws" ko kya dushmani ho larki se
jab ghar k kaam hi karne hein aur cooking hiiii karni hai to parhe bager hi sahi

Posted on 12/27/2006 2:05:51 AM

QUEEN VICTORIA:
lay dus
ab wo cooking book perhnay k liye tou perhna peray ga


best ye hai kay cook book ki bijaye TV ka mashwera do
wahan kaafi reciepies sun aur daik ker kaam aain gi

laaaayyyyyyy,, ae te me socheya ee nahi
u r right,, tv zindabaaaddddddd... waise bhi cooking aur ghar k kaam k ilawa teesra kaam to yehi hota hai
tv dekho basssssss
hehehhee...

Posted on 12/27/2006 2:07:02 AM