Logo

badalnay walay log

mujay koi apnay hayalat batay kay insaan
    badal kyoun jatay hai mousam ki tara

Posted on 1/11/2007 6:06:28 PM

har lamhay ki kismat nahi hoti har lamhay ka
imthaan nahi hota
janay walay chaly jatay hai
     phar har kisi ka dill bewafa nahi hota!
       

Posted on 1/11/2007 6:19:45 PM

sweety any:
mujay koi apnay hayalat batay kay insaan
    badal kyoun jatay hai mousam ki tara


some time badlna hi acha rehta hia
and some time condition esi ho jati hai ke nachahtye huye bhi badalna par jata hia

kerye bhi tu kiya kerye

per itna zaror hai ke duniiya ke kehnye per nahi chalna chahye
cuz duniiya kabhi khush nahi hoti kisi bhi condition main

xpirence hai is baat ka tu

Posted on 1/11/2007 6:40:19 PM

yeh tu hai par iss dunyia ke sunay be na tu yeh dunyia phir be pecha nahi chorti na..
   yeh he masla hota hai iss lyiay insaan ko har jaga aur har nazar sei dek kar dekna parta hai...
    

Posted on 1/11/2007 7:12:22 PM

woh ap ki baat theek hia

apun ke kehnye ka matlab tha ke
dimagh zyada use kerna chahye

aur sahi kaha ap ne ke duniya chorti hi nahi
weyse bhi duniya ko chora bhi nahi ja sakta

guzara nai hota

Posted on 1/11/2007 7:15:20 PM

hmmmmmmmmmmm
    teek hai guzara tu waqai nahi hota saab ko saat saat
      chalna chahey ta kay hum aik dousary
        ki madat sei apni apni manzil payay...
    

Posted on 1/11/2007 7:30:11 PM

hayalat

Posted on 1/11/2007 7:32:27 PM

sweety any:
hmmmmmmmmmmm
    teek hai guzara tu waqai nahi hota saab ko saat saat
      chalna chahey ta kay hum aik dousary
        ki madat sei apni apni manzil payay...
    



manzil se song yaad a gaya apun ko

manzalyen apni jaga hia rastye apni jaga
jab kadam hi saath na daye tu musafir phir kiya kerye

Posted on 1/11/2007 7:33:58 PM

QUEEN VICTORIA:
hayalat


atye hi pareshan ho gaye QV jeee

Posted on 1/11/2007 7:34:51 PM

tumari manzelay panay walay apnay rastay ko gay       
   dill sey dill ko samajnay walay apni iss dill sey chalay gay
   

Posted on 1/11/2007 7:41:01 PM

wah jee wah
kiyabaat hai kiya baat hai

Posted on 1/11/2007 7:45:43 PM

thanx wasay yeh maynay khud bania hai....
    

Posted on 1/11/2007 7:47:45 PM

acha jeee

phir tu aik baar phir wah jee wah


Posted on 1/11/2007 7:51:24 PM

insaan ka nature hai
woh kabhi khush nai hota jo uskay paas
har shaks ko aur chahiye hota hai aur bus aur

Posted on 1/12/2007 4:01:38 PM

insaan har pal har waqt badalta hai
kabhi itna keh pata na chalay
aur kabhi itna keh aapko usse behad nafrat ya pyaar hojaye

Posted on 1/12/2007 4:02:56 PM


Posted on 1/12/2007 5:18:57 PM

sweety any:
mujay koi apnay hayalat batay kay insaan
    badal kyoun jatay hai mousam ki tara




badlana to aik natural chez hai.. sabhi kisi na kisi tarhan badalty zaror hain han buss khayal ye rakhna chahye k ye jo changes hon positive hon.

insan peda honay say burha honay tak continues change hota rehta hai..
so hum kisi k badalny par blame nahi kar sakty.

Posted on 1/12/2007 7:07:15 PM

logon ka badlna, yeh halaat key badalney ki wajah bhi ho saktey hain

Posted on 1/13/2007 1:14:52 AM

sweety any:
thanx wasay yeh maynay khud bania hai....
    




Posted on 1/13/2007 1:15:08 AM

all i can say b +ve and frget evrythng

Posted on 1/13/2007 3:29:52 PM

yeh blood group tu nahi ;)

Posted on 1/14/2007 9:58:02 AM

may b

Posted on 1/14/2007 9:59:03 AM

D , E ,. F kiun nahi ?

Posted on 1/14/2007 9:59:50 AM

woh aap ho na

Posted on 1/14/2007 10:56:50 AM

jee sir no entry phirse dekhi dost ke ghar to yaad aagaya

Posted on 1/14/2007 10:24:28 PM

KIA

Posted on 1/15/2007 5:18:03 PM

jee sir nai bhoolooga dont u wry

Posted on 1/15/2007 9:27:27 PM

kisay bulnay kee batay hoon rahi hai mg sahab.
   kahi dusaro ko bulatay bulatay humay na bul jiay ga

Posted on 1/16/2007 6:45:24 PM

Hi sweet any, welcome to JB!

Posted on 1/16/2007 9:55:02 PM

itni jaldi yaad aya welcome kernye ka

Posted on 1/16/2007 9:56:20 PM



nahi, wo kia hae na, in se khaas jaan pehchaan honi zaroori ho gai hae


Posted on 1/16/2007 9:57:28 PM