can anyone help me

1913 views 41 replies
Reply to Topic
sun_shine

Age: 124
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam o alaikum
                   JB forum main kisi ko Arabic aati hain.agar aati hain to kya wo mujhay sikha saktay hain.
thanks
AAryana
Posted 19 Jan 2007

~Fragi~ says
well i think UAE mein rehney waley members apkee help kar saktey hain
Posted 19 Jan 2007

bykhaber says
mujhy ati hy per so so matlab rawani sy naheen
Posted 19 Jan 2007

sun_shine said:

Assalam o alaikum
                      JB forum main kisi ko Arabic aati hain.agar aati hain to kya wo mujhay sikha saktay hain.
thanks
AAryana


arabic sekhnay k liye sab say acha tareeqa yeh hay k aap ek book khareedo .... :)

baqi ... humari ek member hein

sharara bibi ...she's damn good in Arabic... :)
Posted 19 Jan 2007

sun_shine says
book to mere paas nahi hain,laikin main internet kay zareye thori seekhi hain.ab main chahti hoon kay koi is mamlay main meri help karay.
Posted 21 Jan 2007

sister, i've sent u a pm plz chk that and you'll find it helpful ... INSHALLAH

and u can ask some good institute arround ur local area.


gud luck
Posted 21 Jan 2007

Mujrim says
mujhe buhut hee kam aati hai
lekin thora thora samjh leta hoo
Posted 21 Jan 2007

sun_shine says
thanks warmth of love jee aap ne meri buhat madad ki.
Posted 22 Jan 2007

Mujrim says
sahi net pe buhut mushkil hai seekhana
jab tak face to face conversation na ho u cant learn ne language accordin to me
Posted 22 Jan 2007

sun_shine says
yaa net pe seekhna thora mushkil hain,meri best friend ki friend ko Arabic aati hain,woh teacher hain main un say seekh rahi hoon.unho nay kaha kay jin logo ko urdu ya p[ersian aati hain unkay liye Arabic seekhna buhat aasan hain,kyunki in ko likhnay ka tareeka ek jaisa hain.
Posted 23 Jan 2007

cutefriend says
ki akhya ?
Posted 23 Jan 2007

Mujrim says
jee sir thori/zyada complications hai iss language mei

Posted 23 Jan 2007

sun_shine says
laikin thori zyada complications to har language main hoti hain,ishAllah i will try my very best
Posted 24 Jan 2007

Mujrim says
INSHALLAH jald hee aap sikh jaogi
phir humei bhi sikhayega
Posted 24 Jan 2007

sun_shine says
thanks a lot
Posted 25 Jan 2007

sorry yaar .. mujhhy tu nai ati
Posted 25 Jan 2007

sun_shine says
koi baat nahi khair hain.
Posted 26 Jan 2007

Mujrim says
sabr karliya phir....
Posted 28 Jan 2007

kiran says
sorry sunshine mughey to nahin atti per main sab se kahoon gi jisko ati hui appse contact kerwa doon gi
Posted 30 Jan 2007

sun_shine says
thanks per kisi ko bhi shayad nahi aati
Posted 05 Feb 2007

Mujrim says
arabic
Posted 10 Feb 2007

Mujrim says
language hoti hai jee
Posted 10 Feb 2007

Mujrim says
zuban, boli, baat karnay ke liye
Posted 12 Feb 2007

Mujrim says
bhasha
Posted 12 Feb 2007

Mujrim says
batashay ka bhai hai
Posted 12 Feb 2007

Mujrim says
amm yaad parhta hai umar shareef ne define kiya tha roundabout sweet
Posted 13 Feb 2007

KING OF JB said:

ummm yaar seekha to do lakin es terha muskil hian na



haan,koi sikhane wala hona chahiyey
Posted 14 Feb 2007

Mujrim says
face to face conversation hoto banda seekh jata hai
Posted 14 Feb 2007

Mujrim says
woh insaan fluent nai hota
woh fluency nai aati us mei
Posted 17 Feb 2007

ZaM says
sun_shine

do u know how to read arabic words ..nd a little abt the pronounciation ?

if ya know these things
i have a way to help ya
Posted 20 Feb 2007

Mujrim says
its simple to read and pronounce jus a bit diff in 5-6 words u nees to used ur throat to speak thm out
Posted 20 Feb 2007

Reply to Topic