Logo

teri yaad saath hai

main jahaan rahoon main kahin bhi hon
teri yaad saath hai
kisi se kahoon ke na kahoon
yeh jo dil main baat hai

kehne ko saath appne ik dunya chalti hai
per chup ke is dil main tanhai palti hai
bas pyaar saath hai
teri yaad saath hai

kahin to dil main yaadon ki ik suli gar jati hai
kahin her ik tasweer boohat hi dhundli par jati hai
koi nayi dunya ke naye rangoon main khush rehta hai
koi sab kuch pa ke bhi yeh man hi man kehta hai

kehne ko saath appne ik dunya chalti hai
per chup ke is dil main tanhai palti hai
bas pyaar saath hai
teri yaad saath hai

Kahin to beete kal ki jarain dil main hi utar jatin hain
kahin jo dhaaghe tooten to malaeen bhigher jatin hain
koi dil main jaga nayi batoon ke liye rakhta hai
koi appni palkoon per yaadon ke diye rakha hai

kehne ko saath appne ik dunya chalti hai
per chup ke is dil main tanhai palti hai
bas pyaar saath hai
teri yaad saath hai




Posted on 2/7/2007 8:46:56 PM


Posted on 2/12/2007 12:53:04 AM


Posted on 2/12/2007 8:42:26 PM

thanks

Posted on 2/13/2007 6:32:52 PM


Posted on 3/10/2007 7:06:01 PM

mai b

Posted on 3/10/2007 7:27:21 PM

wow!

kiran

Posted on 3/10/2007 9:28:46 PM


Posted on 3/10/2007 10:00:30 PM