Logo

* zara bataiye queenu...

kahan thi aaap aaajjjjjjj
hum msn pe bhi aae
jb pe bhi

aur aaap ko wahan aur yahan na pa k bohot dil bardashta bhi hue

sahi kaha na

Posted on 2/12/2007 1:25:14 AM

o dear

msn tou bht din say chalta e nahin msn ka
aur yahn main sham 7 say 8.30 tak thi

din bhai subha 12 say 6 tak i was in ALHAMRA HALL
laraib aur us kay bhaiyun kay school main annual function tha

Posted on 2/12/2007 1:32:38 PM

aur aap nay clear hi nain kiya tha kay kahan baat ho gi
i thought aap nay call karni hai

Posted on 2/12/2007 1:34:00 PM

ashh nay nai kaha tha kay call karay gi ye mera khayal tha

Posted on 2/12/2007 2:40:18 PM


Time clash...


Posted on 2/12/2007 3:39:43 PM

oupss,,, calll
woh me ne socha hi nahi,, me ne to msn ka kaha tha
call bhi karein ge Insha Allah
par pehle msn pe

Posted on 2/12/2007 10:57:53 PM

wo manhoos chalay tab na
ab aksar log samjhnay lagay hain main un say baat hi nahin karna chahti



waisay jab chalat tha tabh mera status off hi show hota hai

Posted on 2/13/2007 11:59:36 AM

hanji offline rehtey hoye Msgs arahey hotey hian

Posted on 2/13/2007 6:58:30 PM

hamein tu nhia teeeeeee

Posted on 2/13/2007 7:40:37 PM

rapunzel:
hamein tu nhia teeeeeee


o dear her baar jab main janay lagti hun aap tab aati ho aur main chupkay say cahli jati hoon

Posted on 2/14/2007 2:52:55 PM

shahrukh khan:
QUEEN VICTORIA:
wo manhoos chalay tab na
ab aksar log samjhnay lagay hain main un say baat hi nahin karna chahti



waisay jab chalat tha tabh mera status off hi show hota hai




matlab?

Posted on 2/14/2007 2:56:40 PM

areyyy to uss manhooos ko theek karao na
chalne lage to batana,, hum uss pe nazar rakhein ge kahin door hi na nikal jaae chalte chalte

Posted on 2/15/2007 12:38:54 AM

msn
key board


arye kuch pesa lagana parye ga QV jeeeeee

Posted on 2/15/2007 12:58:16 AM

QV jee Aur Mohartma Ashii

aap dono ki kidhat main arz hay kay main online hota hon to koi online hota siwaye CF aur saru kay

Posted on 2/15/2007 1:04:07 AM

aur ham dono ko dekh ker TT sahib phir bhag jatye hain

ab inkar na kerna

Posted on 2/15/2007 1:07:12 AM

cf key board ko tou aik lagi thi mainnay us ka dimagh theek ho gay hai ab sahi hai
nahlanay dhulanay ki zarurat e nahin pari



TTTTTTT
us din ka msn e nahin chal raha sorry

Posted on 2/15/2007 3:08:52 PM