Logo

~ Chhipkali ~


Posted on 2/25/2007 10:31:10 AM

wah wah chipkali ka kiya use hai paaa jeeeeee

loo ab se apun nakli ki chipkali apni pocket main rakhye ga
     

Posted on 2/25/2007 10:43:10 AM

Yeh Poem mainn nay 1991 mainn Likhi thi ..when I was in 9th Class

Posted on 2/25/2007 11:04:58 AM

9th class main...

warna pehle hum Tareef karne lagay thay...

Posted on 2/25/2007 3:25:41 PM

hi hi inna ghair shairana title

Posted on 2/25/2007 3:44:34 PM

main nay tumhari adhi poetry tou design ker di hai
but cant post here

Posted on 2/25/2007 3:45:13 PM

tobbbaaahhhhhhhhhhhhhhh !!!!!
chipaki stuff karwa k golden frame mei present karne ka dil kar raha hai aap ko




darr to hum ko bhi lagta hai
par cheekh maar k baagne ki hadd tak
kuri chalak si

Posted on 2/25/2007 4:16:20 PM

aaho...kuri chalaak si

Posted on 2/25/2007 5:14:38 PM

toba

Posted on 2/25/2007 6:35:48 PM

new_beau:
Yeh Poem mainn nay 1991 mainn Likhi thi ..when I was in 9th Class


Ap bachpan se e yehi kuch socha krty the.

shukar hai hum itna nai dartay k aik adad nazm likhi ja saky us per.
kuri waqai chalak c.

Posted on 2/26/2007 10:02:04 AM

Hum aur bhi bohat si baatonn per poem likh detay hotay hainn...Koi baat tou kerainn aap

Posted on 2/26/2007 10:16:56 AM

ap drs per poem likhain na kabhi.

Posted on 2/26/2007 10:22:07 AM

Yaani aap ki khawhish hay keh mujhay Ghar say hi jootay pernay start jo jayenn

Posted on 2/26/2007 10:28:57 AM

kisi ney hum ko kaha tha k yeh bhi eik kali hoti hai

Posted on 2/26/2007 10:29:34 AM

us kisi ne waqai samjhdari ki bat ki thi baba jee. ye waqai kali hoti ha bas kabhi phool nai ban pati. hai na?

Posted on 2/26/2007 10:32:29 AM

new_beau:
Yaani aap ki khawhish hay keh mujhay Ghar say hi jootay pernay start jo jayenn



dil ki bat asay e zuban pe ati ha.
maine ye thori kaha drs k khilaf qalam uthaen. ap tareef b to kar sakty hain na.

maslan

dr kitnay achay hain
hum ko teeka lagaty hain
hum ko peer hoti hai
dr ko fee milti ha

dr asay maseeha hain jo khud zakhm dete hain khud marham lagaty hain

Posted on 2/26/2007 10:34:47 AM

Asman se Tapki:
us kisi ne waqai samjhdari ki bat ki thi baba jee. ye waqai kali hoti ha bas kabhi phool nai ban pati. hai na?


han yehi porey words they tabhi bhi
apko kaisey pata

shaid aap ney hee kaha tha yeh


Posted on 2/26/2007 10:41:10 AM

aray maine apse chipkali ki baten kab ki?
maine to asa is liay kaha k bai gulaab jaman may b to gulab nahin hota na.

Posted on 2/26/2007 10:45:37 AM


Title parh kar    

Nice poem...


Posted on 2/26/2007 11:09:36 AM

Thanks Rehan

Posted on 2/26/2007 11:14:34 AM

Asman se Tapki:
aray maine apse chipkali ki baten kab ki?
maine to asa is liay kaha k bai gulaab jaman may b to gulab nahin hota na.


wohi na mein bhi kahooon k mujhe tu kisi aur ney yeh abat kahee thee

waisey batoon mein app sey koi nahi jeet sakta

Posted on 2/26/2007 11:16:28 AM

chalo g shukar khuda ka kisi field may to hum jeety hain.

Posted on 2/26/2007 11:20:33 AM

perhayee mainn haar....baatonn main jeet

Posted on 2/26/2007 11:21:33 AM

parhna likhna na b aey baten ani chaen uncle jee.

Posted on 2/26/2007 11:25:31 AM

aaho aaho...I do have samajh

Posted on 2/26/2007 11:26:58 AM

shukar ha. chalo g dair ayad darust ayad.

apnay dr. pe koi achi [poem likhany ka socha phir?

Posted on 2/26/2007 11:29:19 AM

Hisaab lagaata hoonn

Posted on 2/26/2007 11:38:41 AM

new_beau:
Yeh Poem mainn nay 1991 mainn Likhi thi ..when I was in 9th Class


woh tu achi baat hai per
woh larki kon thi

Posted on 2/26/2007 11:40:53 AM

new_beau:
Hisaab lagaata hoonn


asa karen maine jo shahkar nazam kahi hai na usi ko mukamal kar dain

Posted on 2/26/2007 11:47:28 AM

Asman se Tapki:
chalo g shukar khuda ka kisi field may to hum jeety hain.


nahi aksar mein sochta hoon k aap kee baatoon mein bohat depth hoti hai, phir jo aap quotes etc k thru baat kartee hoo tu woh baat khud ba khud mukamal ho jatee hai

Posted on 2/26/2007 12:37:53 PM

baba jee main moti ho jau gi

Posted on 2/26/2007 2:22:58 PM