kOoLeSt1
Age: 124
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
tujh ko pane ka khuwab hai baqi
dil ka wo idterab hai baqi
mein ne jitnay bhe sawal hein poochay
un ka abtak jawab hai baqi
or rishtay sabhe tamam howay
rishta ijtenab hai bqi
hum tu har dam gunah kartay hein
rah gaya ehtesab? hai baqi
jane anmol k mukadar mein
or kitna azab hai baqi