Logo

TERI KHUSHBOO


Teri khushboo ka pata karti hai
Mujh pe ehsan hawa karti hai

Choom kar phool ko ahista se
Mojza baad-e-saba karti hai

Khol kar band kaba gull ke hawa
Aj khushbo ko riha karti hai

Ham nay dekhi hai woh ujli sa-at
Raat jab shair kaha karti hai

Dil ko us raah par chalna hi nahi
Jo mujhe tujh se juda karti hai

Zindgi meri thi lekin ab tau
Teray kahne main raha karti hai

Us ne daikha hi nahi warna ya ankh
Dil ka ahwal kaha karti hai

Daikh tau aan ke chehra mera
Ek nazar bhi teri kya karti hai

Zindgi bhar ki ye takhir apni
Ranj milne ka siwa karti hai

Sham parte hi kisi shaks ki yaad
Koocha-e-jaan main sada karti hai

Masla jab bhi chiragi ka utha
Faisla sirf hawa karti hai

Mujh se bhi uska wesa hai salook
Haal jo tera anaaa karti hai

Dukh hoa karta hai kuch aur bayan
Baat kuch aur hoa karti hai



Posted on 6/2/2007 8:44:55 AM

Buhat Khoobsoorat shairi hain.
Keep it Up


Posted on 6/2/2007 9:08:44 AM


Posted on 6/2/2007 9:18:20 AM

v nicee
but i think pehlay post ki hai aap nay

Posted on 6/2/2007 9:47:25 PM

its nice

Posted on 6/3/2007 12:03:38 AM

Rehan M Din:



Posted on 6/3/2007 5:13:33 AM

wah wah

Posted on 6/8/2007 2:06:57 AM


Posted on 6/8/2007 2:39:09 PM

QUEEN VICTORIA:
v nicee
but i think pehlay post ki hai aap nay


Nahi to...


Posted on 6/11/2007 3:40:22 PM

shahrukh khan:
QUEEN VICTORIA:
v nicee
but i think pehlay post ki hai aap nay




iss mai hasnay wali kya baat hai   


Posted on 6/11/2007 3:41:12 PM

shahrukh khan:
nice





Posted on 6/11/2007 3:42:23 PM

London_Girl:
its nice





Posted on 6/11/2007 3:44:57 PM

~tasha~:
Rehan M Din:




have u read whole poem?


Posted on 6/11/2007 3:45:56 PM

Fairl_Girl:
wah wah





Posted on 6/11/2007 3:47:18 PM

^dewaja^:


Posted on 6/11/2007 3:50:58 PM

~CHANDNI~:
Rehan M Din:

Teri khushboo ka pata karti hai
Mujh pe ehsan hawa karti hai

Choom kar phool ko ahista se
Mojza baad-e-saba karti hai

Khol kar band kaba gull ke hawa
Aj khushbo ko riha karti hai

Ham nay dekhi hai woh ujli sa-at
Raat jab shair kaha karti hai

Dil ko us raah par chalna hi nahi
Jo mujhe tujh se juda karti hai

Zindgi meri thi lekin ab tau
Teray kahne main raha karti hai

Us ne daikha hi nahi warna ya ankh
Dil ka ahwal kaha karti hai

Daikh tau aan ke chehra mera
Ek nazar bhi teri kya karti hai

Zindgi bhar ki ye takhir apni
Ranj milne ka siwa karti hai

Sham parte hi kisi shaks ki yaad
Koocha-e-jaan main sada karti hai

Masla jab bhi chiragi ka utha
Faisla sirf hawa karti hai

Mujh se bhi uska wesa hai salook
Haal jo tera anaaa karti hai

Dukh hoa karta hai kuch aur bayan
Baat kuch aur hoa karti hai







Posted on 6/11/2007 3:52:32 PM

Rehan M Din:
shahrukh khan:
QUEEN VICTORIA:
v nicee
but i think pehlay post ki hai aap nay




iss mai hasnay wali kya baat hai   



laughter is a gud medicine

aur shah ko ILAAJ ki bohat zarurat hai

Posted on 6/14/2007 10:10:45 PM

Rehan M Din:
QUEEN VICTORIA:
v nicee
but i think pehlay post ki hai aap nay


Nahi to...



achha na sahi

Posted on 6/14/2007 10:13:05 PM


matlab = Nai to na sahi?
ya
na sahi mean not right?


Posted on 6/15/2007 10:35:28 AM

QUEEN VICTORIA:
Rehan M Din:
shahrukh khan:
QUEEN VICTORIA:
v nicee
but i think pehlay post ki hai aap nay




iss mai hasnay wali kya baat hai   



laughter is a gud medicine

aur shah ko ILAAJ ki bohat zarurat hai


Dr. Asthana... Munna Bhai...


Posted on 6/15/2007 10:45:56 AM

Rehan M Din:

matlab = Nai to na sahi?
ya
na sahi mean not right?



kush nai

Posted on 6/15/2007 9:42:35 PM


Posted on 6/16/2007 9:06:17 AM

achha pose hai

Posted on 6/16/2007 10:26:45 PM


Posted on 6/18/2007 9:30:32 AM


Best pose of year ka award milna chahiye


Posted on 6/19/2007 12:35:21 PM