Logo

Tumheyn chahneyn laga hey

Sounoo!!!!
tum ajnabi hii sahii magar
doo chaar moulaqatoon mein
meethi meethi sii baatoon mein
tum apney apney sey lagtey hoo
lufz tumhaarey
jadu saa kar deytey heyn
ang ang mein khushyaan
bhar deytey heyn
tumharii hassi kii jaltarang
ik taazgii ik umang
joo sehraa-e-dill pey
ban key ghatta
bond bond barastii hey
seeraab kar deytii hey
weeraan aankhoon mein
haseen khwaab bhar deytii hey
sounoo!!!
tum ajanabii hii sahii magar
tum sey mill key dill mera
gungunaneyn laga hey
muskuraaneyn laga hey
tumheyn chahneyn laga hey,,,,,



apni aik aur taaza nazam aap key leyey

Posted on 6/12/2007 12:14:35 AM

oh its like
rahat e jaan
rooh afza




cooollll poem

Posted on 6/12/2007 12:18:29 AM

QUEEN VICTORIA:
oh its like
rahat e jaan
rooh afza




cooollll poem

lagta garmi kii shiddat ziada hii hey waaqeyey rooh afza hii chaheyey
khush raheyey sadda

Posted on 6/12/2007 12:26:41 AM

nahn jam e shireen bhi chalay ga

Posted on 6/12/2007 12:28:00 AM

QUEEN VICTORIA:
nahn jam e shireen bhi chalay ga

YAHAAN DONOON NAYAAB HEYN
HOO SAKEY TOO BHIJWA DEYN

Posted on 6/12/2007 12:37:23 AM

QUEEN VICTORIA:
oh its like
rahat e jaan
rooh afza




cooollll poem


oh taadda bera ter jaye...seedhi hi suna di







Sagar Khan saheb...Kya mainn iss poem ko easy access ka khumaar samjahoon ??

Posted on 6/12/2007 12:59:01 AM

nahin jaam e sheerain ki thandak ka ahsas



oppsss sorry sagar

Posted on 6/14/2007 10:08:41 PM

SAGAR KHAN:
QUEEN VICTORIA:
nahn jam e shireen bhi chalay ga

YAHAAN DONOON NAYAAB HEYN
HOO SAKEY TOO BHIJWA DEYN



oh ghareeb awam of HK

Posted on 6/14/2007 10:12:24 PM

nice poem ji

Posted on 6/14/2007 10:16:46 PM