kuch manafiq bhi meray halqa ehbab main thay
mein nay bhi un say mohbat ki adakari ki
mein nay phir is say kabhi ishiq ka dawah na keyia
us nay aik shart laga di thi wafadari ki
![]()
Poochne wale tuje kaise bataien akhir
Dukh ibarat tu nahi jo likh kar bajein
Yeh kahani bhi nahi k sunaein tujh ko
Yeh aina bhi nahi k dikhaein tuj ko![]()
muej is time FG sis ki yaad arahi hae.. pata nai wo hain kahan.. cutie yeh me FG sis ko dedicate kerdon na poem?![]()
lovely poem!![]()
ager tumne jaane se pehle bataya hota
shayed tumhen meri rakh se guzarna perta
muej is time FG sis ki yaad arahi hae.. pata nai wo hain kahan.. cutie yeh me FG sis ko dedicate kerdon na poem?![]()
lovely poem!![]()
nai jeee u khud se kero koi
nice one jee
you are always welcome cutytttt
muej is time FG sis ki yaad arahi hae.. pata nai wo hain kahan.. cutie yeh me FG sis ko dedicate kerdon na poem?![]()
lovely poem!![]()
nai jeee u khud se kero koi
han han karon gi.. app se puchna hi phazool hae![]()
![]()
hai hai lgo yeh kia dua deh rahe ho maine wapis na ane ki muej is time FG sis ki yaad arahi hae.. pata nai wo hain kahan.. cutie yeh me FG sis ko dedicate kerdon na poem?![]()
lovely poem!![]()
KAHAN AHI DO
KAHAN AHI DO
chaloo utni der yeh meri taraf se kabool kero
zindagii tujh se mil kar zamaanaa huaa
aa tujhe aaj ham maikade le chale.n
raat ke naam ho.NTho.n ke saaGar likhe.n
apanii aa.Nkho.n me.n kuchh rat-jage le chale.n
kyaa hassi.n log hai.n
aa.Nkh aaho.n kii hai.n aur lab pankha.Dii
in kii aaraa_ish-e-Khal-o-Khat ke liye
apanii aa.Nkho.n ke ham aa_iine le chale.n
ajanabii chehare me.n dost banate nahii.n
rishte-naato.n kii chaa.Ndii barastii nahii.n
qurbate.n sohabate.n jin kii yaad aayengii
aise kuchh dosto.n ke pate le chale.n
un kii aa.Nkho.n ne jalate sulagate hue
manzaro.n ke sivaa kuchh bhii dekhaa nahii.n
chehara-e-afsos ke sakino.n ke liye
phuul-o-Khushbuu sabaa zam-zame.n le chale.n
zindagii tujh se mil kar zamaanaa huaa
thx n nice cf

wa,bai wa![]()
![]()
![]()
dur waadiyoh mein dhundly badal chupkar parbat se milne ka intizar karte hain
dil mein tamaam hasratien liye hum apka intizatar karte hey
mill gai na ub khuhs hon na fg