Logo

Humnashin pooch na mujhse

Humnashin pooch na mujhse ke mohabbet kiya hai
Ashq ankhoon main ubal atey hain is naam ke saath

Tujhko tashreeh e mohabbet ka pata hai daura
Phir raha hai mera sar gardash e ayaam ke saath

Sun ke naghmon main hai mehlool yateemon ke faghan
Kehke gunj rahai hain yahan kehraam ke saath

Parwarish pati hai daman e rafaqat main raya
Ehl e irfan ki basar hoti hai Assam ke saath

Ko a sehra main boohat khawar liye phirte hai
Kamyabi ki tamanna dil e nakaam ke saath

Yaas aaina umeed main naqash e alam
Pachta kari ka taluk hos e kham ke saath


Posted on 7/22/2007 4:42:40 AM

great..simply great..wahh

Posted on 7/22/2007 5:14:12 AM


Posted on 7/22/2007 5:18:17 AM

kiran:
Humnashin pooch na mujhse ke mohabbet kiya hai
Ashq ankhoon main ubal atey hain is naam ke saath

Tujhko tashreeh e mohabbet ka pata hai daura
Phir raha hai mera sar gardash e ayaam ke saath

Sun ke naghmon main hai mehlool yateemon ke faghan
Kehke gunj rahai hain yahan kehraam ke saath

Parwarish pati hai daman e rafaqat main raya
Ehl e irfan ki basar hoti hai Assam ke saath

Ko a sehra main boohat khawar liye phirte hai
Kamyabi ki tamanna dil e nakaam ke saath

Yaas aaina umeed main naqash e alam
Pachta kari ka taluk hos e kham ke saath



kewl

Posted on 7/22/2007 9:20:51 PM


Posted on 7/22/2007 9:33:23 PM

very nice kiran

dhoondanye walye ko mil jati hai khud mauj-e-bahar
har gulistan main khazan ho yeh zarori tu nahi

Posted on 7/23/2007 11:42:35 PM