wada shiken

855 views 8 replies
Reply to Topic
cutefriend

Age: 39
Total Posts: 47726
Points: 0

Location:
London, United Kingdom
aye wada shiken khwab dikhana hi nahi tha
din dhal gaya suraj ka kahin naam nahi hai
aye wada shiken ab bhi teri sham nahi hia
na dekha ke jaan se hi jata hai koi
bahut der ki meherban atye atye
qayamat ka din a gaya rafta rafta
mulaqat ka din badaltye badaltye
is tarhan merye hath se daman na churao
dil tor ke jana tha tu ana hi nahi tha
oo dil tor ke janye walye
dil ki baat bata-ta ja
ab main dil ko kia samjhaon
tu mujh ko samjhata jaaaaa
ALLAH NABI dekhye wahan aye thye hazaroon
milnye ke liye koi bahana hi nahi tha
aye dekho merye sir phor k marnye ki adda bhi
warna mujhye dewana bana-na hi nahi tha
ronye ke liye sirf muhabbat hi nahi thi
gham aur bhi thye dil ka fasana hi nahi tha
yan ham se hi kethye na bani dil kahani
yeh gosh barawaz zamana hi nahi tha
aye qaisar koi aya tha meri bakhya gari ko
aye wada shiken khwab dikhana hi nahi tha
Posted 05 Aug 2007

Fairl_Girl says
Posted 05 Aug 2007

nice
Posted 05 Aug 2007

cutefriend says
Fairl_Girl said:

thxxx
Posted 05 Aug 2007

cutefriend says
shahrukh khan said:

nice

Posted 05 Aug 2007

konsi movie/band ka hae?
Posted 05 Aug 2007

cutefriend says
nusrat fateh ali khan sahib ki ghazal hai
Posted 06 Aug 2007

valandrian says
bd32220bd32220bd32220bd32220bd32220bd32220bd32220bd32220bd32220bd32220bd32220bd32220bd32220bd32220bd32220bd32220bd32220bd32220bd32220bd32220bd32220
bd32220bd32220bd32220bd32220bd32220bd32220bd32220bd32220bd32220bd32220bd32220bd32220bd32220bd32220bd32220bd32220bd32220bd32220bd32220bd32220

bd32220
Posted 06 May 2018

Posted 23 Sep 2018

Reply to Topic