meray dost

1797 views 11 replies
Reply to Topic
May Be

Age: 124
Total Posts: 1036
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
meray dost qisssa yeh kia ho gaya
suna hai kay tu baywafa ho gaya
dua bad-dua day yeh mumkin nahi
khuda janay yeh kia majra ho gaya
suna hai kay tu baywafa ho gaya

agar mang lay tu o jan-e-jigar
tujhe jan dey do yeh jan kar
kay hak dosti ka ada ho gaya
suna hai kay tu baywafa ho gaya

qayamat say kam yar yeh gham nahi
kay tu or mein reh gai ham nahi
mera yar muj say juda ho gaya
suna hai kay tu baywafa ho gaya
Posted 07 Sep 2007

Reply to Topic