Logo

khusho khuzo in namaz









Posted on 9/12/2007 11:37:59 PM

Allah Tallah hum sab ko khushu khuzu say namaz parhna tufeeq karay ..

ramazan araha hai, achi practice ho jaiy ge, inshAllah..

Posted on 9/12/2007 11:46:55 PM

jazak-Allah.
very nice sharing.

some addition

saleheen farmatay hain keh farmatay hain faraiz kay baad jitni dair sai ya waqfay sai baqi namaz ada ki jae gi utna os mai khusho aur khuzo kam hota jae ga. Is liye faraiz kay foran baad baqi namaz ada kar leni chahiye. Is sai yeh bhe akhaz kia jata hai keh faraiz kay baad ki dua mukhtasar tareen honi chahiye.

Wa-Akhir-ud-dawana anil hamdo-lillah-e-rabil aalameen

Posted on 9/13/2007 1:05:12 PM

thank u

Posted on 9/14/2007 10:08:09 PM

ye mardon k liay hukm hai .. aurtein ghar mein he namaz parhti hein tu un k farz aur sunnat mein waqfa nahi ata ...


Posted on 10/2/2007 3:05:20 PM

faraiz kay baad dua mukhtasir honi chahiye. gharon mai auratain bhi faraiz kay baad dua mangti hain na.

Posted on 10/8/2007 4:16:31 PM