Mother in Laws

2047 views 56 replies
Reply to Topic
Asian

Age: 37
Total Posts: 11550
Points: 0

Location:
Police State, Pakistan
Posted 15 Sep 2007

Bazigaar says
depends...not all 5 fingers r equal
Posted 15 Sep 2007

heard alot abt mother in laws
Posted 15 Sep 2007

May Be says
laakhon mai aik achi hoti hain.
Posted 15 Sep 2007

pata nahi mari to bohat achi hain
Posted 15 Sep 2007

may be main achi ho
Posted 15 Sep 2007

a per mainos ky sath nahi rahti?
Posted 15 Sep 2007

Ashii says


ufffff tobbaahhhhhhhhhhhh
yeh mother in lawwwwsssssssss
Alllaahh maaf kare


kitni buri hoti heinnn













siwae meri k
Posted 15 Sep 2007

madgirl* says
i have no experience so its better to keep my mouth shut on this topic
Posted 15 Sep 2007

Ashii says
yaaarrrr,,, waise me kaisi mother in law hongi
sasuuu jiiii,,
haae haae aik dammmm fitttttt si
Posted 15 Sep 2007

Asian said:



you know wot.. mother-in-law are as sweet a your own mother, as long as u go on to their footsteps

umm!.. am not married yet.. but i do have a mother in law, since am engaged, i love her too much!.. seriously!!... but lets see if my love for her carries on AFTER MY SHAADI..


Posted 16 Sep 2007

Ashii says
pudgeeeeeeee
u have a mother in lawwwwwww
Posted 16 Sep 2007

madgirl* says
yaar wese mai kabhi kabhi sochti hoo k shaadi k baad(agar hui to )mai apni mother in law ka bohat acha khayal rakhoongi kiuk agar mai apni mother in law ka khayal rakhoongi to kal ko meri bhabhi meri mummy ka khayal rakhenge
Posted 16 Sep 2007

MaDGirl

meri Mother in law phely meri best masi hain phir sasss so she is gr8
Posted 16 Sep 2007

My Mother in law is bahut achi
Posted 16 Sep 2007

BisMa says
waisay taali dono haath say bajti hay as bazigr said all fingrs are not equal i do agree wid this point tooo
Posted 16 Sep 2007

Ayesha says
mairi to mother in law hayaat he nahi hain
per sab kahtay hain woh buhat he sweet thin..allah unhain jannat main jagah day...

per mairay husband ki mother in law to buhat he sweet hain buhat he friendly
Posted 17 Sep 2007

madgirl* says
Teen Tracker said:

My Mother in law is bahut achi

haa tt bhai larko ko apni MIL bohat achi lagti hai kiuk un ki MIL unse ghar ka kaam nahi karwaati
Posted 17 Sep 2007

Ayesha says
khekhekhe


aur un k saath bhi nahi rehti...isi wajah say achi lagti hain
Posted 17 Sep 2007

sweetie says
my mother in law loves me alot
she treats me like her own daughter
Posted 18 Sep 2007

nikama says
acha yeh bhi ajeeb baat he k yahan east main ziada ter lerkian mother in law se tang nazar ati hain aur west main lerke.is ki kya reason ho sakti he
apni koi he nahin ,so cant say anything
Posted 19 Sep 2007

friend_16 says
wht i have observed is k mothers ko insecurity ho jati hai k ab baitay k shadi ho gaiyee hai kaheen wo alag na ho jaiy, esp wo mothers jin k aik he baita hota hai ya jin k husbands ki death ho jati hai..

i hope k meri bhe mother-in-law achi he hon..
Posted 20 Sep 2007

nikama says
yeh sahi baat he,maan thora bohat insecure to feel kerti he,waise main bhi apni ammi ka aklota to nahin lekin laadla bohat hoon.
ALLAH reham kare
Posted 20 Sep 2007

friend_16 says
bas phir pata nahi kia bannay wala hai appki wife ka..

take it in the positive sense k app ladlay hein tu ho sakta hai k ap ki wife itni achi hon k wo bhe fav bahu ban jain ..
Posted 20 Sep 2007

nikama says
itni door ki soch kabhi nahin sochi but my mother is such a jewel of a person i dont think there is going to be any trouble after ma marriage
but who knows and who cares
Posted 20 Sep 2007

friend_16 says
"who cares" ap ka takya kalaam hai??

Allah na karay par jab banda phansta hai na tu he usay pata chalta hai .. aik taraf maaa aur dosri taraf biwi..
Posted 20 Sep 2007

nikama says
mera takya kalaam to unmentionable he ALLAH muafi
haan aisa ho bhi sakta he lekin akhir kaar u can change/replace your wife anytime but u can never change your mother
Posted 20 Sep 2007

Ayesha says
waisay beewi pey shoher k ghar walon ki khidmet farz nahi hai...na he ghar walon k sath rehna farz hai....


yah to aurat ki achai hoti haik woh shoher k sath sath ghar walon k sath bhi hansi khushi rah rahihai...aur khidmet kar rahi hai...qadar karni chahiye aisi beewi ki...
Posted 21 Sep 2007

friend_16 says
nikama said:

mera takya kalaam to unmentionable he ALLAH muafi
haan aisa ho bhi sakta he lekin akhir kaar u can change/replace your wife anytime but u can never change your mother



point to be noted:

akhir kaar u can change/replace your wife anytime

let me know when u are abt to get married i'll inform ur wife-to be in advance .. (marry at ur own risk)!
Posted 21 Sep 2007

Ayesha says
dats naat fair
Posted 21 Sep 2007

friend_16 says
Ayesha said:

dats naat fair



whts not fair?
Posted 21 Sep 2007

Reply to Topic