sticked for a wk in FOS and for month of ramazan in religion section on friend's request
Quran to perh hi leta hoon lekin translation k saath complete nahin kia abhi tak,ramzaan k baad karoon ga INSHALLAH,kyunk rozon main to hum behen bhaion ki race lagi hoti he,kon ziada khatam kare ga![]()
i'm fine as usual,like always,pata nahin main itna fine kyun rehta hoon her waqt.
aap kaisi ho malkani,kafi arsa hi ho gaya ap se do do hath huay![]()
asal main nikama to bas main naam ka hi reh gaya hoon,masroofiat itni he k bass,aur kuch yeh bhi k yahan mujhe kabhi kabhar ana hi acha lagta he.roz ana bore ker deta he
f16..main zara peeche reh gaya hoon bemaar honey ki waja sey...leken ramzan main khatam karunga
![]()