Logo

Aaj Aur Abhi

Posted on 10/31/2007 5:12:03 PM

hmm sahi hai SG
....but tell me one thing.....

agar koi banda qasoorwar na ho....but agla banda aap say phir bhi naraz ho gaya ho....aur aap k hazar manay pey bhi na maan raha ho......to banda kia karay?

1) jo ghalti aap nay nahi ki ho...us ghalti ko maan    laina chahye?

2) sari xindagi manatay rehna chahye?

3) ya saber shukar kar k baith jana chahye k ...agla banda to maan nahi raha apni ghalti...hum he chup kar k baith jayen...zameer to mutmayen ho ga nah k hamari koio ghlati nahi hai

Posted on 11/1/2007 3:24:05 PM

Ayesha:

i got your concerns!!!!
will response you very soon!!!!!

Rgds,
SG

Posted on 11/1/2007 4:08:56 PM

hmmm waiting

Posted on 11/2/2007 3:18:06 PM

I think...Agar aap ki ghalti hay tou muaffi maang lainn...Lekin pehlay situation creat bhi ker leni chahiyey...Kahin yeh na ho keh other person aap ki aajizi ko kamzori samajh ker thukra dey aur aap uss say pehlay say bhi zyaada nafrat kernay lagainn..

Doosri baat keh agar aap ki ghalti na ho tou kya kerna chahiyey..Meray khayall mainn sirf aik baar saaf taur per other person say keh dena chahiyey keh dekho..meri ghalti nahin hay magar mainn tum say muaafi maang leti hoon aur tum say achhay taal'luqaat ki khawhish mand hoon...aayenda meri taraf say tum aazaad ho...mujhay milo gay tou kabhi yeh mehsoos nahin kero gay keh kuchh hua hay....you are always welcome...aur agar nahin milo gay ya naraaz raho gay tou yeh jaan lo keh mainn Allah ki razaamandi kay liyey tumhainn manaya bhi hay aur muaafi bhi maangi hay...baqi tum jano aur hamara RAB jaanay

Posted on 11/2/2007 6:01:40 PM

Posted on 11/2/2007 8:25:33 PM

kanchan:

hmmm Kanchan .....laikin kuch laug main ana aur zid buhat hoti hai.....aur isi main woh apna nuqsan kar jatay hain....aur isi behaviour ki wajah say akelay rah jatay hain.....tumhara option 2 sahi hai.....apna dil saaf kar laina chahaye .....baat clear kar lini chahaye....phir bhi agla banda na manay to hamara koi qasoor nahi....is tarah zameer bhi mutamayen rehta hai....thanks for reply

Posted on 11/3/2007 2:10:19 PM

ya ya watever

Posted on 11/3/2007 7:05:38 PM

so true

Posted on 11/4/2007 8:40:46 PM

aur agr kisi ko rat k 2 bajy soty sy jaga k naraz hua jaey. aur phir us ki dant sun k apko apni ghalti ka ehsas ho jaey to kia usi time dobara uski nend kharab karni chaey ya subah tak khud be aram rehna chaey???

Posted on 11/6/2007 9:00:21 PM

§Allah Rakhi§:
aur agr kisi ko rat k 2 bajy soty sy jaga k naraz hua jaey. aur phir us ki dant sun k apko apni ghalti ka ehsas ho jaey to kia usi time dobara uski nend kharab karni chaey ya subah tak khud be aram rehna chaey???

usi time dobara call ker leni chahiay kyunk bearaam to aap donoun waise bhi ho hi chuke houn gay.
SUPID GUY
its a very good topic,kabhi kabhi sochte rehne main bohat der ho jati he

Posted on 11/7/2007 12:51:15 PM

nikama:

Dude, iss tarha se bhi sochte rehna chahiye......andar ka insaan zindah rehta hai.....

Rgds,
SG

Posted on 11/7/2007 1:35:15 PM

mujhay jis nay jo kehna hai aj aur abhi keh dalo.
mera bura time chal ra hai. kal sy ab tak 3 bar accident hoty hoty reh gaya.

Posted on 11/7/2007 7:39:32 PM