Logo

Question

Aik prob ka pochna hai mujhe har country mein chand (islamic months) ka alag nikalta hai eid bi alag hi hoti hai
Zilhaj k maheenay mein kuch dua n nawaf waghira jis din hajj hota hai us din wo dua parhni hoti hai ab masla ye hai k we r in Pak tu hum wo dua kab parhain?jab Suabi Arab mein hajj ho rha ho ya jab yahan hajj ka din banta hai

Eid hum Saudi Arab ks ath nhi manate lekin Hajj tu dosri cheez hui na
Koi guide kare Plzz

Posted on 12/14/2007 4:05:53 PM

rapunzel:

u have to go according to where u live!!!

tell me this...do we say our 5 time prayers on saudi arabia's timings??? no right...bas to phir...simple se logic hae...u do what u have to according to where u live...

last but not least...God knows..He see what we r doing...agar app sachay dil se jo kerna hae kar rahi ho to God will inshallah accept it even if u r early or late

Posted on 12/14/2007 11:00:39 PM

Bazigaar:
rapunzel:
Aik prob ka pochna hai mujhe har country mein chand (islamic months) ka alag nikalta hai eid bi alag hi hoti hai
Zilhaj k maheenay mein kuch dua n nawaf waghira jis din hajj hota hai us din wo dua parhni hoti hai ab masla ye hai k we r in Pak tu hum wo dua kab parhain?jab Suabi Arab mein hajj ho rha ho ya jab yahan hajj ka din banta hai

Eid hum Saudi Arab ks ath nhi manate lekin Hajj tu dosri cheez hui na
Koi guide kare Plzz

u have to go according to where u live!!!

tell me this...do we say our 5 time prayers on saudi arabia's timings??? no right...bas to phir...simple se logic hae...u do what u have to according to where u live...

last but not least...God knows..He see what we r doing...agar app sachay dil se jo kerna hae kar rahi ho to Gid will inshallah accept it even if u r early or late

Thank u Bhai ap ne waqai meri prob solve kar di hai

Posted on 12/15/2007 4:02:52 PM

mae ne to kuch nahi kiya

good good...ab yehee dekh lo..idher eid is on 20st...pak mae i think 21st ko hae

Posted on 12/15/2007 10:44:42 PM

YEAH YAHAN 21ST KO HAI

Posted on 12/16/2007 10:00:32 PM

Molana Bazigaar is online...koi aur question ho to arz karain

Posted on 12/18/2007 7:00:37 AM

yahi baat koi yahan ki masjidon kay molviyon ko bi samjha day
aik hi city main rahtay hoay sab kay chand alag alag days nikaltay hain

Bazi bro mairay paas aik question hay,
kahtay hain kay Qabah rukh paon kar kay nahin sona/laitna chahiyay

ab agar room kay konay(corner) ki taraf khana-e-Qabah ata ho to us corner ki dono walls ki taraf aap paon nahin kar saktay?
or sirf corner ki taraf?

hope aap maira question samajh jaen.

Posted on 12/18/2007 7:37:10 AM

Aasera:

i am in hurry, but in short i will try to answer...wall ke taraf paoon ker saktay hain...try not to let u;r feet face the corner though...aur agar ghalti se ho bhi jaye to God knows mistake hae...God is all forgiving...if u ever have a chance to go to mecca..u will see ppl r sitting there with feet facing towards kaaba..motly ghalti se...but no one stops them though...also...when we dunno where kaaba is...kabhi our feet face towards kaaba..but we dunno cuz hum ko pata he nahi hota ke us taraf kaaba hae..God won;t catch us for that..cuz ghalti anjanay mae hoye...so in my opinion...hum ko burai se ya us kaam se jis mae we r unsure hoon..jitna bach saktay hain bachain...baki God is all knowing...

Posted on 12/19/2007 11:16:56 AM