Mr.Imraan Khan in Punjab University

7845 views 57 replies
Reply to Topic
sun_shine

Age: 124
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum
I have heard alot about it
kay Mr.Imraan khan k saath Islami Jamiat Talba nay buhat bura behave kiya
per Inho nay aisa kiya kyun?
Whats the story behind it?



Posted 02 Apr 2008

unhon ne imran khan ko khud kaha tha aney ko,,,aur unhon ne aisa kiya
Posted 06 Apr 2008

sun_shine says
oh thats really bad.
hamaray actions hamaray views ko zahir kartay hain
inkay is ikdam nay awaam per buhat bura taasur chora hain.
Posted 06 Apr 2008

hmm so u guys wana know the real story
so suno ..... Islami Jamiyat Tulba Punjab Universty k X nazim nay (us k nam mujy nahi pata ) nay Tahreek Insaf Join kar li .... In Jamia Punjab jamiyat k nazim k bht respect hoti hai so X nazim sahib ya he sumjay k mujy jamiyat chornay n Thareek Insaaf join karnay pay bhi student pasand karian gay so us nay is kushfehmi mai Inmran khan ko invite kar liya in Punjab Uni so Jamiyat K students say raha nahi gaya na un ho nay Imran Khan n us X nazim say batmeezi ki na mara bhi. so thats it
Posted 10 Apr 2008

Posted 11 Apr 2008

sun_shine says
oh yeh reality hain
jo kiya unho nay buhat bura kiya
I think Mr.Imraan Khan has the good qualities to be a Leader.
May Allah swt guide all of us to the straight path,Ameen
Posted 11 Apr 2008

BadShaH1 says
i ws fuming when da event happened, every1 ws sad.
Imran khan ws in hiding bcz of crack down on political leaders by the then gov. He showed up in P.U. The support ws enormous, n IJT ws afraid of rivalry. Also the Law college IJT members had them selves invited KHAN.. bt were betrayed by higher authorites, who sent sme of the other members to HANDLE the situation. so the IJT mems resigned n the next day stdnts converged into a massive rally , round abt 4000. It was an enormous show of soliditary wid Khan.
Jamiat walon ki bohot buri hui s din.

Posted 16 Apr 2008

sun_shine says
yaa right
Posted 16 Apr 2008

javad says
this is just a part of politics..(DIRTY POLITICS)


Posted 17 Apr 2008

sun_shine says
yaa politics is something very Difficult and nice but hamaray Politicians nay is field ko badnaam kar diya hain.
isi liye no body wants to be in politics.
Posted 17 Apr 2008

BadShaH1 says
sun shine ..politics has always been dirty in every part of the world.
Posted 18 Apr 2008

imran khan zindabad
Posted 18 Apr 2008

BadShaH1 says
KHAN awey hi awey
tha tha tha
o balley balley
o shawa o shawa..
Posted 18 Apr 2008

sun_shine says
BadShaH1 said:

sun shine ..politics has always been dirty in every part of the world.



Assalam O Alaikum
yaa right
politics may har taraf bay imaani hay
aur jin logon main aik achay Leader kay ausaaf hotay hain
woh is say door rehtay hain
kyunki woh jantay hain k System ko badalna kaafi mushkil hain ,isi liye ya to aap politics main na aae ya phir system ko badalnay say pehlay hi log aapko khatam kar daingay.
Posted 19 Apr 2008

sun_shine says
shahrukh khan said:

imran khan zindabad


Assalam O Alaikum
yess i think he has the ability to be a Leader.

Posted 19 Apr 2008

BadShaH1 says
sun_shine said:

BadShaH1 said:

sun shine ..politics has always been dirty in every part of the world.



Assalam O Alaikum
yaa right
politics may har taraf bay imaani hay
aur jin logon main aik achay Leader kay ausaaf hotay hain
woh is say door rehtay hain
kyunki woh jantay hain k System ko badalna kaafi mushkil hain ,isi liye ya to aap politics main na aae ya phir system ko badalnay say pehlay hi log aapko khatam kar daingay.


revolutionary leaders... like MAO n KHOMEINI.. ?
Posted 20 Apr 2008

sun_shine says
yaa aisay Leaders jin main dam ho
jo logo ko nae soch nae fikr day.
Posted 20 Apr 2008

BadShaH1 says
hmm yes. wo to phir time sey hi atey hein..
Posted 20 Apr 2008

sun_shine says
yaa right
per aur kitna time aur laingay?
we are suffering from many years
but we have not found a good Leader
Posted 20 Apr 2008

BadShaH1 says
abhi mein hoon na.:-)
Posted 20 Apr 2008

sun_shine says
Aap politics main hain?
Posted 20 Apr 2008

BadShaH1 says
adha pona.
Posted 20 Apr 2008

sun_shine says
Mean?
aap kisi political party kay member hain?
Posted 20 Apr 2008

BadShaH1 says
tehrik e insaaf
Posted 20 Apr 2008

sun_shine says
Ok right
Tehreek e Insaaf in NWFP i Think
aap nay yehi party kyun join ki
koi khaas waja iski?
Posted 20 Apr 2008

BadShaH1 says
punjab
i like imran khan
Posted 20 Apr 2008

sun_shine says
Ok right
aap ko Mr.Imran Khan kyun achay lagtay hain?
unki kin ausaaf ki waja say aap nay yeh party join ki?
Posted 20 Apr 2008

BadShaH1 says
hes clean.
steadfast
n a change.
a hope.
Posted 20 Apr 2008

sun_shine says
Right
Aap ka aaj kal ki politics kay baray main kya khayaal hain
aur what You think k is wakt pakistan ka sab say bara Masla kya hain?
Posted 20 Apr 2008

BadShaH1 says
Pakistan ka stystem kharab hey. Jo b naya banda jata hey ussey survive kerney key liey thora badlna perta hey. External interference n illeteracy ki waja sey Pakistan ko kuch mushkilaat ka samna hey. Sb theek ho jaeya with time.
Posted 20 Apr 2008

yaar yehi suntey a rahey hain--> sab theek ho jayega
Posted 20 Apr 2008

Reply to Topic