Aik sawaal

946 views 16 replies
Reply to Topic
sun_shine

Age: 124
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum
How are you All?
hamaray Mind main aik confusion hain
jaisay aksar log kehtay hain kay Dil say mat sochain
Dimagh ki baat manain
yaa Phir
Apnay dil ki sunain.
I think Sochnay ,samajhnay ka kaam sirf Dimagh ka hain
Dil tho sirf Blood Pump karta hain
so Hum aisa kyun kehtay hain k dil say sochay etc
........
..........
..............
Posted 24 Apr 2008

BadShaH1 says
khabi kuch hua nahi seeney mein.
jb kissi cheez ka khayal ata hey, dil kch kerta hey
ussi cheez key barey mein kehtey hein log.
Posted 24 Apr 2008

sun_shine says
per Normally science ki ru say
dekhay tho Dil kab sochta hain ,Dil ka bolnay sochnay say koi talukk hi nahi.
Posted 24 Apr 2008

BadShaH1 says
woh to language ki evolution hey na key woh to jesey log bolein gey wsey dhal jayegi. Logon ko science satisfy nahi ker sakti, intution n metaphysics b koi cheez hey unke liey or wohi ziada IN hey.
issi liey woh jeet gayi.
Posted 24 Apr 2008

sun_shine says
Ok right
per insaan k mind main yeh dono khayaal dimagh hi k hotay hain?
Posted 24 Apr 2008

BadShaH1 says
I think so yey safely kaha jaa sakta hey.
Bt merey personal opinion mein dil mein koi system zrur hey.
Posted 24 Apr 2008

sun_shine says
yaa may be.
yaa kyunkay sochtay wakt aap aisay feel kartay hain
jaisay aap apnay dil say pooch rahay ho.
Posted 24 Apr 2008

BadShaH1 says
bilkul.
Posted 24 Apr 2008

sun_shine says
yaa kuch to hain
yaa shayad yeh falsafa hum na apni taraf say bana liya hain.
Posted 24 Apr 2008

BadShaH1 says
nai. uska reaction b to hota hey. One can feel its effect on some other entity.
Posted 24 Apr 2008

sun_shine says
yaa right
Posted 24 Apr 2008

walekum salaam..fine,,and u?...kuch cheezien hain jo dil sey nahi damag sey sochni chahiyey,,,kuch cheezien damag sey nahi dilse
Posted 24 Apr 2008

dil sirf blood pump nahi hai...bohat kuch hai...aur dil jab dharakta hai tu ALLAH ke name sey...means jab dil dharkta hai tab ALLAH ki awaz ati hai
Posted 24 Apr 2008

sun_shine says
shahrukh khan said:

Alhamdulilah Fine Thanks.
yaa right
per Dil kaisay sochta hain?
Sochnay ka kaam tho Dimagh ka hain?
Posted 24 Apr 2008

sun_shine says
shahrukh khan said:

dil sirf blood pump nahi hai...bohat kuch hai...aur dil jab dharakta hai tu ALLAH ke name sey...means jab dil dharkta hai tab ALLAH ki awaz ati hai

yaa very Right Sir   
Posted 24 Apr 2008

valandrian says
bd15993bd15993bd15993bd15993bd15993bd15993bd15993bd15993bd15993bd15993bd15993bd15993bd15993bd15993bd15993bd15993bd15993bd15993bd15993bd15993bd15993
bd15993bd15993bd15993bd15993bd15993bd15993bd15993bd15993bd15993bd15993bd15993bd15993bd15993bd15993bd15993bd15993bd15993bd15993bd15993bd15993

bd15993
Posted 17 Apr 2018

Posted 25 Sep 2018

Reply to Topic