oh yeh mae ne kal suna tha k june se pak k clocks ek hour agay kar dain gay.. kya pahle bhi aisa hua hae?
janey kiya hoga rey
oh yeh mae ne kal suna tha k june se pak k clocks ek hour agay kar dain gay.. kya pahle bhi aisa hua hae?
Assalam O Alaikum
yaa thats the Plan
kal hum Geo pe mr.Zardari ki press Confirence dekh rahay hay hum bhi yehi soch rahay thay k yeh log kehtay hain k mehengai n load shedding khatam ho jayegi
per yeh khatam hogi kis tarah.
yaa Now this is the plan
yaa aik baat achi hogi k Jumay k din chutti hogi
Thats good...!
oh yeh mae ne kal suna tha k june se pak k clocks ek hour agay kar dain gay.. kya pahle bhi aisa hua hae?
yeah 2002 mein b clocks agey hoyee thee
oh right
Schools and offices ki chutti sunday ko hi hogi
per aisa kyun kiya gaya?
Agar holiday deni hain tho sab ko Friday k din dey
ya sunday ko
yeh alag alag Din kyun?
kis kay baap ko friday ko chutti ho rahi ha?![]()
Assalam O Alaikum
Yaa right Dear Friend
ab Govt sahi policies lay kar aaye
aur kanoon pe amal daramad ho tho
Awaam ko kuch sahoolatein ho tho
InshAllah Mulk ki halat theek ho jayegi
yaa I dont think so
kay Miss BB Best Mother Award ki haqdaar thi.
oh right
Schools and offices ki chutti sunday ko hi hogi
per aisa kyun kiya gaya?
Agar holiday deni hain tho sab ko Friday k din dey
ya sunday ko
yeh alag alag Din kyun?
Aap sahi, ayk hi din honi chaiye.
Sunday? Work related, international synchronizing should help, I think enormously.
ab government kuch karna chah rahe tu uski suno na phir rotey ho ke wo kuch karti nahi lol aur wese in logo ko tum log hi lae ho na vote ke zarihe so ab bukhto lol
oh right
Schools and offices ki chutti sunday ko hi hogi
per aisa kyun kiya gaya?
Agar holiday deni hain tho sab ko Friday k din dey
ya sunday ko
yeh alag alag Din kyun?
takay electricity ka load divide ho jae...
Assalam O Alaikum
Yaa right Dear Friend
ab Govt sahi policies lay kar aaye
aur kanoon pe amal daramad ho tho
Awaam ko kuch sahoolatein ho tho
InshAllah Mulk ki halat theek ho jayegi
yaa I dont think so
kay Miss BB Best Mother Award ki haqdaar thi.
Waalaikum assalam
BB kis tarah is award ki haq-daar thi mujhe koi reason do ss coz mere khiyal se us ne apne bacho k elawa aur kisi k bache k lye swiss accounts nhi khulwaye
Hamari Govt tu itni achi policies la rhi hain k Is mulk ka ab sirf Allah malik hai