Logo

Gham-e-Dil sunany ko ji chahta hai

Gham-e-Dil sunany ko ji chahta hai
tumen azmany ko ji chahta hai
Khwab ki terha bikhar jany ko dil chahta hai
aesi tanhai k mar jany ko dil chahta hai
wohi peman jo kabhi ji ko khush aya tha bohat
osi peman se mukar jany ko ji chahta hai
suna hai ye jab se bohat door ho tum
bohat door jany ko ji chahta hai
Gham-e-Dil sunany ko ji chahta hai
faqat hai yehi onki nazron ka dhoka
k dhoky mn any ko ji chahta hai
nazar wo na aen phir b inki gali main
yunhi any jany ko dil chahta hai
dua hai wo ham se soo bar roothen
hamara manay ko ji chahta hai
onhen ham se koi shikayat nahi hai
yunhi dukh othany ko ji chahta hai
Gham-e-Dil sunany ko ji chahta hai
Tumhen azmany ko ji chahta hai

Posted on 7/11/2008 2:15:42 AM

Khoobsurat bahut achi. Beautiful sad and full of care, Rapunzel Jee.

Posted on 7/11/2008 4:55:26 AM


Posted on 7/11/2008 10:03:32 AM

thnk U Olldman n Rehan Bhai

Posted on 7/11/2008 11:40:27 AM

wah bahot nice

ap ki post par replay karnay ko ji cahta hai
us ke baad copy kar keh pc main save karne ko Ji cahta hai

Posted on 7/12/2008 9:33:29 AM

Thank U WKD keep visiting

wah wah irshad irshad

Posted on 7/12/2008 6:56:35 PM