Logo

Kya Sahih Kya Ghalt??

Aik Quote hai "Umeed pe Dunya Qaim hai" jab k dosra Qool hai
"Insan ko Loog nhi balkay unse wabasate Umeedain Dukh deti hain"


Insan ko umeed rakhni chahiye ya nahi??thts the Question

Posted on 8/12/2008 2:50:05 PM

Umeed rakhnee chaiyee .. per us umeed k pora honey kee umeed nahi rakhni chaiyee

Posted on 8/12/2008 2:53:28 PM



Umeed hamaisha (achay) rakhni chahiye!!!
magar inn umeedoon ke saharay jiye nahi jaa sakta!!!



Posted on 8/12/2008 3:03:49 PM

~Fragi~:
Umeed rakhnee chaiyee .. per us umeed k pora honey kee umeed nahi rakhni chaiyee


ye tu bohat mushkil hai na aur umeed tu khud bakhud lagayi jati hai jaise hamein apne parents ya frnds se umeedain hoti hain aur pura na hone ka dukh bi tu kya insan umeed ko chor de??

Posted on 8/12/2008 3:07:55 PM

SupidGuy:


Umeed hamaisha (achay) rakhni chahiye!!!
magar inn umeedoon ke saharay jiye nahi jaa sakta!!!




hmmm achi tu banda rakhta hi hai lekin agr umeed k sahare jiya nhi ja sakta tu ye baat kion hai k "umeed pe dunya Qaim hai"??

Posted on 8/12/2008 3:08:33 PM


second quote is about "tawaquoat"
keh insaan ko log nahi balkeh un sai wabasta tawaqoaat dukh deti hain...

Umeeed aur tawaqoaat mai farq hota hai...

Posted on 8/12/2008 3:09:48 PM

na umeed tu lagayo ... per un k na pora honey ka b yakeen hona chaiyee

Posted on 8/12/2008 3:09:55 PM

Rehan M Din:

second quote is about "tawaquoat"
keh insaan ko log nahi balkeh un sai wabasta tawaqoaat dukh deti hain...

Umeeed aur tawaqoaat mai farq hota hai...


thnx for sorrection lekin Bhai mera nhi khiyal in mein ziada farq hai tau'aqu aur umeed hum maani hain

Posted on 8/12/2008 3:11:05 PM

~Fragi~:
na umeed tu lagayo ... per un k na pora honey ka b yakeen hona chaiyee


hmmm bohat mushkil kaam hai ye tu

Posted on 8/12/2008 3:11:30 PM

definately ...but issi ka naam life hai

Posted on 8/12/2008 3:12:44 PM

life bohat mushkil nahi hai???Umeed rakho bi aur na bhi Achayi karo bi aur naa bi

Posted on 8/12/2008 3:14:55 PM

umeed nahi ALLAH per bheroosa rak na chiyah, Hazoor pak P.B.U.H. us nay kitay dukk aur gum deeka pir be us nay soocha nahi ALLAH-O-AKBAR, jo ho ga woh ho ga bass apna imaan no toro

Posted on 8/12/2008 3:15:57 PM

Asian:
umeed nahi ALLAH per bheroosa rak na chiyah, Hazoor park P.B.U.H. us nay kitay dukk aur gum deeka pir be us nay soocha nahi ALLAH-O-AKBAR, jo ho ga woh ho ga bass apna imaan no toro


Thnzz Asian tum ne waqi mujhe aik mushkil se nikala hai so umeed nhi Bharoosa

Posted on 8/12/2008 3:16:49 PM

Umeedian tu akhir khar umeedain hee hoti hain

Posted on 8/12/2008 3:20:10 PM


Rapunzel:
SupidGuy:


Umeed hamaisha (achay) rakhni chahiye!!!
magar inn umeedoon ke saharay jiye nahi jaa sakta!!!




hmmm achi tu banda rakhta hi hai lekin agr umeed k sahare jiya nhi ja sakta tu ye baat kion hai k "umeed pe dunya Qaim hai"??



Kisi se umeed lagaoo

Poori naa ho tau bohat PAIN hota hai....






Posted on 8/12/2008 3:21:17 PM

jee sahih kah rahe hain bhai

Posted on 8/12/2008 3:21:23 PM

Asian:
umeed nahi ALLAH per bheroosa rak na chiyah, Hazoor pak P.B.U.H. us nay kitay dukk aur gum deeka pir be us nay soocha nahi ALLAH-O-AKBAR, jo ho ga woh ho ga bass apna imaan no toro



Nice Saying Asian!!!

but a lil Edition that you should make (I've pointed it out)...



Thanks!!!



Posted on 8/12/2008 3:28:22 PM


Rapunzel:
jee sahih kah rahe hain bhai







Posted on 8/12/2008 3:29:35 PM

SupidGuy:

Rapunzel:
SupidGuy:


Umeed hamaisha (achay) rakhni chahiye!!!
magar inn umeedoon ke saharay jiye nahi jaa sakta!!!




hmmm achi tu banda rakhta hi hai lekin agr umeed k sahare jiya nhi ja sakta tu ye baat kion hai k "umeed pe dunya Qaim hai"??



Kisi se umeed lagaoo

Poori naa ho tau bohat PAIN hota hai....







hmmmmmmm

Posted on 8/12/2008 3:30:38 PM

SupidGuy:
Asian:
umeed nahi ALLAH per bheroosa rak na chiyah, Hazoor pak P.B.U.H. us nay kitay dukk aur gum deeka pir be us nay soocha nahi ALLAH-O-AKBAR, jo ho ga woh ho ga bass apna imaan no toro



Nice Saying Asian!!!

but a lil Edition that you should make (I've pointed it out)...



Thanks!!!




thnx for this Jazak Allah

Posted on 8/12/2008 3:32:07 PM

SupidGuy:

Rapunzel:
jee sahih kah rahe hain bhai








i was saying this to Fragi bhai but tumhare lye bi chale ga

Posted on 8/12/2008 3:32:26 PM

ak imp baat

Insaan ko ummeed sirf tabhi rakhnee chaiyee jab woh khud apney aap sey na umeed ho

Posted on 8/12/2008 3:37:31 PM

Rapunzel:
SupidGuy:

Rapunzel:
jee sahih kah rahe hain bhai








i was saying this to Fragi bhai but tumhare lye bi chale ga


chaley ga nahi bhagey ga

Posted on 8/12/2008 3:41:15 PM


Rapunzel:
SupidGuy:

Rapunzel:
jee sahih kah rahe hain bhai








i was saying this to Fragi bhai but tumhare lye bi chale ga



I know!!!!


ab tu aadat si hai HAM koooooooooooooooooooooooo







Posted on 8/12/2008 3:53:28 PM

aisey jeeney mein >>??

Posted on 8/12/2008 4:16:21 PM

Rapunzel:
Aik Quote hai "Umeed pe Dunya Qaim hai" jab k dosra Qool hai
"Insan ko Loog nhi balkay unse wabasate Umeedain Dukh deti hain"


Insan ko umeed rakhni chahiye ya nahi??thts the Question


Assalam O Alaikum

*yaa Very Right
Rishton aur Umeedon ka buhat gehra taluk hain
Like its Natural for us
Hum Apnay parents,brothers etc se buhat umeedain rakhtay hain
But In other case Like in friends
hamain ziyada Umeedain nahi rakhni chahiye
Kyunki aksar aapki umeed Poori nahi hoti
Like if My Friend is very caring n Loving
She also want me to be very loving and caring towards her
Per agar aisa nahi hota
Definately yeh hum se wabista umeedain unhain Dukh puhunchaingi
So Dont Expect alot
Coz Expectations Hurts...!

Posted on 8/12/2008 5:41:24 PM

nah i think frns n fam mein same degree of expectations honee chaiyee ss

Posted on 8/12/2008 6:08:46 PM

~Fragi~:
nah i think frns n fam mein same degree of expectations honee chaiyee ss


Assalam O Alaikum

*Right Sir
per Blood realtions and Friends main kafi fark hota hain...!
The Next person pe bhi depend karta hain...!

Posted on 8/12/2008 6:47:23 PM

~Fragi~:
ak imp baat

Insaan ko ummeed sirf tabhi rakhnee chaiyee jab woh khud apney aap sey na umeed ho


hmm aik gehri baat ki hai

Posted on 8/13/2008 1:05:23 AM

~Fragi~:
Rapunzel:
SupidGuy:

Rapunzel:
jee sahih kah rahe hain bhai








i was saying this to Fragi bhai but tumhare lye bi chale ga


chaley ga nahi bhagey ga


kafi taiz bahge ga

Posted on 8/13/2008 1:05:49 AM

SupidGuy:

Rapunzel:
SupidGuy:

Rapunzel:
jee sahih kah rahe hain bhai








i was saying this to Fragi bhai but tumhare lye bi chale ga



I know!!!!


ab tu aadat si hai HAM koooooooooooooooooooooooo








Achi baat hai

Posted on 8/13/2008 1:06:06 AM