Logo

Daagh-E-Dil

Daagh-E-dil se kiya murad hai

Posted on 10/15/2008 12:24:13 PM

I think yeah lafz istelahan istemaal kiya jata hai....

Daagh-E- means mai koi dukh yaa bad feeling hona!!!

Posted on 10/15/2008 12:34:10 PM

Koi Na-Tamaam Hasrat bhi Daagh-e-Dil ho sakti hay..

Posted on 10/15/2008 1:11:26 PM

hmmm

Posted on 10/15/2008 3:15:44 PM

Aap ko Daagh mila hay ya aap nay kisi ko Daagh diya hay ?

Posted on 10/15/2008 6:05:38 PM

new_beau:
Aap ko Daagh mila hay ya aap nay kisi ko Daagh diya hay ?

na mila hai nadiya hai mein Iqbal bano ki ghazal sun rhi thi

Posted on 10/15/2008 9:18:10 PM

~CHANDNI~:
ARy apny dill ko maat dagi karo

hunny kise kay liyee

mery baat yade rakho

KAbhi zindagy may kisi K liye mat rona

Q kay woh tumhary ansson kay kabik nahi ho ga

or jo is qabel ho ga woh tumhay rolay ga nahi

so chilll

aww siso i just love u

Posted on 10/15/2008 9:18:38 PM

nahi nahi aisa nahi hai jab dil pey oil waghera ya khaney piney ki kisi cheez ka daagh lagta hai to usko kehtey hain dagh-e-dil yani dil wala daagh

Posted on 10/16/2008 12:52:13 AM

Rapunzel:
new_beau:
Aap ko Daagh mila hay ya aap nay kisi ko Daagh diya hay ?

na mila hai nadiya hai mein Iqbal bano ki ghazal sun rhi thi

Iqbal bano ka matlab pata hay? Nahin pata tou sun lo

Iqbal Bano = Buland Akhtar

Donon ka aik hi matlab hota hay..nahin Samajh aayee to Fragi Uncle say Consult kerain, Tamaa, dawayenn bachonn ki pohanch say duur rakhainn

Posted on 10/16/2008 12:56:55 AM

Assalam O Alaikum

*I Think dagh e dil means Jab Ap k Dil ko kisi ney hurt kiya Ho

yeh word aik tarah ki Urdu Shairy main Buhat use hota hain Lolz...!

Posted on 10/16/2008 9:30:45 AM

tehzeeb:
nahi nahi aisa nahi hai jab dil pey oil waghera ya khaney piney ki kisi cheez ka daagh lagta hai to usko kehtey hain dagh-e-dil yani dil wala daagh

yaar wo stain tu shirt per gira na tu daagh e shirt hua na k daagh e dil

Posted on 10/16/2008 12:32:23 PM

new_beau:
Rapunzel:
new_beau:
Aap ko Daagh mila hay ya aap nay kisi ko Daagh diya hay ?

na mila hai nadiya hai mein Iqbal bano ki ghazal sun rhi thi

Iqbal bano ka matlab pata hay? Nahin pata tou sun lo

Iqbal Bano = Buland Akhtar

Donon ka aik hi matlab hota hay..nahin Samajh aayee to Fragi Uncle say Consult kerain, Tamaa, dawayenn bachonn ki pohanch say duur rakhainn

nhi mujhe Iqbal Bano ka matlab malum hai sirf Daagh e dil ka janna chahti thi

waise ap ne kafi achi tashreeh ki hai

Posted on 10/16/2008 12:33:03 PM

sun_shine:
Assalam O Alaikum

*I Think dagh e dil means Jab Ap k Dil ko kisi ney hurt kiya Ho

yeh word aik tarah ki Urdu Shairy main Buhat use hota hain Lolz...!

Waalaikum Assalam
thnx dear

yup Shayar hazrat k dil ko bohat chootain lagi hoti hain lolz

Posted on 10/16/2008 12:33:42 PM

Rapunzel:
new_beau:
Rapunzel:

new_beau:
Aap ko Daagh mila hay ya aap nay kisi ko Daagh diya
hay ?

na mila hai nadiya hai mein Iqbal bano ki ghazal sun rhi thi

Iqbal bano ka matlab pata hay? Nahin pata tou sun lo

Iqbal Bano = Buland Akhtar

Donon ka aik hi matlab hota hay..nahin Samajh aayee to Fragi Uncle say
Consult kerain, Tamaa, dawayenn bachonn ki pohanch say duur rakhainn

nhi mujhe Iqbal Bano ka matlab malum hai sirf Daagh e dil ka janna
chahti thi

waise ap ne kafi achi tashreeh ki hai

Shukriya Rapu Jee Hor kujh poochhna hay tou poochh lainn..at your
service..

By the way at this time I am at the "WORDS", The net and library section
of W Retreat Resort Maldives, Staying at the Ocean Oasis room. Hi Allah
Jee.. Duniya ki wakri jaga hay yeh bhi. Peaceful Yahan aa ker bhi hum
ko JB nahin bhoolta

Posted on 10/17/2008 8:39:40 PM

nhi itna kafi hai

hum JB ko nhi bhoolte bus JB hamein bhool jata hai

Posted on 10/20/2008 4:23:16 PM

shahrukh khan:
daagh-e-dil matlab dil par daag laga hai

tu shakal aise kion banayi hai

Posted on 10/20/2008 4:24:09 PM

Rapunzel:
new_beau:
Aap ko Daagh mila hay ya aap nay kisi ko Daagh diya hay ?

na mila hai nadiya hai mein Iqbal bano ki ghazal sun rhi thi

bari ghazlain sun rahi hain aap ajkal

Posted on 10/21/2008 9:32:59 AM

kya karun

Posted on 10/21/2008 4:22:47 PM