Logo

Khabhi milein phir...

Khabhi milein phir
Ussi terhan
Ussi jagha
Unhi lamhoon main
Ore unhi lamhoon ki lazaatoon main
Wahi khush gumaniyun k chaand
Wahi bad-gumaniyun k bhanwar
Wahi madd-o-juzer rafaqatoon k
Wahi azaab raqabatoon k
Main kisi sey koi kahani khaoon
Tum kisi sey koi kahanai kaho
Ore
Asal main aik kahani ho
Jo apni ho
Khabhi milein phir ussi terhan, ussi jagah ?

Posted on 10/22/2008 10:18:46 PM

Khabhi milein phir
Ussi terhan
Ussi jagha
Unhi lamhoon main
Ore unhi lamhoon ki lazaatoon main
Wahi khush gumaniyun k chaand
Wahi bad-gumaniyun k bhanwar
Wahi madd-o-juzer rafaqatoon k
Wahi azaab raqabatoon k
Main kisi sey koi kahani khaoon
Tum kisi sey koi kahanai kaho
Ore
Asal main aik kahani ho
Jo apni ho
Khabhi milein phir ussi terhan, ussi jagah ?




Bahut bahut khoobsurat. Rapunzel.

Posted on 10/23/2008 3:36:38 PM

thnx Chandni n olldman

Posted on 10/23/2008 6:34:59 PM


lovely poem   

Posted on 10/26/2008 4:15:52 AM

Adaab

Posted on 10/27/2008 4:06:05 PM

TITLIYUN KA MUJHE TOOTA HUA PAR LAGTA HAI..

DIL PE WO NAAM LIKHTE HUE DAR LAGTA HAI..

MAI TERE SAATH SITARO'N SE GUZAR SAKTI HUN..!!

KITNA ASAAN MOHABBAT KA SAFAR LAGTA HAI...

Posted on 10/29/2008 3:30:37 PM

thnx sweeto

Posted on 10/29/2008 5:04:35 PM



bichar k us se kissi se bhi raabta na hua
jahan e ishq main phir koi saniha na hua

yeh roz roz ka milna to mashghala hai faqat
koi bhi saaans teray saans se juda na hua

na chorr paaya hai us ko na ho saka us ka
koi bhi kaam to ai dil mere tera na hua

k is se barh k nahi kuch bhi ahmiat meri
baraey tazkara e yaar hoon hua hua na hua

kissi k saath bhi acha nahi kia us ne
mujh he pe bas nahi.. sadd shukar dil khuda na hua

Posted on 10/30/2008 3:37:53 PM

KAL PARSISH-E-EHWAL JO KI YAR NEY MEREY,
KIS RASHK SAY DEKHA MUJHEY GHAM KHUWAR NEY MERY,

BAS IK TERA NAAM CHUPANEY KI GHARZ SAY,
KIS KIS KO PUKARA DIL-E-BEMAR NEY MEREY,

YA GARMIY-E-BAZAR THI YA KHOF-E-ZABAN THA,
PHIR BAICH DIYA KHARIDAR NEY MEREY,

VEERANI SAY BARH KAR THEY BEYABAN TO PHIR KIYO,
SHARMINDA KIYA HAI DAR-O-DEWAR NEY MEREY,

JAB SHAYRI PARDA HAI FARAZ APNEY JANOON KA,
PHIR KIYO MUJHEY RUSWA KIYA ASHAR NEY MEREY.



Posted on 11/4/2008 2:40:35 AM

bhut achay

Posted on 11/4/2008 11:50:50 AM

tehzeeb:
KAL PARSISH-E-EHWAL JO KI YAR NEY MEREY,
KIS RASHK SAY DEKHA MUJHEY GHAM KHUWAR NEY MERY,

BAS IK TERA NAAM CHUPANEY KI GHARZ SAY,
KIS KIS KO PUKARA DIL-E-BEMAR NEY MEREY,

YA GARMIY-E-BAZAR THI YA KHOF-E-ZABAN THA,
PHIR BAICH DIYA KHARIDAR NEY MEREY,

VEERANI SAY BARH KAR THEY BEYABAN TO PHIR KIYO,
SHARMINDA KIYA HAI DAR-O-DEWAR NEY MEREY,

JAB SHAYRI PARDA HAI FARAZ APNEY JANOON KA,
PHIR KIYO MUJHEY RUSWA KIYA ASHAR NEY MEREY.





Posted on 11/4/2008 2:36:05 PM

kOoLeSt1:
bhut achay


thnk u

Posted on 11/4/2008 2:36:12 PM

thanx KOOLST1 n RAPU.

Posted on 11/8/2008 12:32:27 AM

talcum welcum

Posted on 11/8/2008 7:00:51 PM