Dil Vs Dimagh***

3438 views 34 replies
Reply to Topic
sun_shine

Age: 124
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan

Assalam O Alaikum

*Dimaagh : meri samjh main nahi aata ke scohta main hun

mashvara main deta hun phir bhi log tumhari mante hain

Dil :aaye nadaan insaan ko sochne par majboor to main karta hun na

jab hi to us ne mujhe seene se laga rakha hai

Dimaagh: dekho main uss ke itnae kareeb hoon ke

main uus ka her dard apne andar samo leta hoon

Dil :aur main uus ka kitna humdard hoon ke main uus ki tadap

apne wajood main mehsoos karta hoon

Dimaagh:main insan ko zindagi ke suhaane khuwaab dekhta hoon

Dil :aur main apni dhadkano ki raaftar tabeer ki taraf usss ki

rehnumayi karta hoon aur khuwaabon ki tabeer uus pe aashkaar karta hoon

Dimaagh:jisam ka aasal badshah main hoon kyun ke

usss ki zaruraton ka aadraak tow main hi karta hoon

Dil :aasal badshah tow main hi hoon jiss waqt tum so rahe hote ho

uus waqt bhi jism ko rozi pahuncha raha hota hoon

Dimaagh:aaye ghustaakh chup ho ja meri hukumat sari kainat par hai

agar main chahun to teri dhadkanein rok dun aur chahun tow tez kar dun

Dil :kyun na kar sako aakhair tumhari ragon main bhi to

mera hi khoon dourr raha hai na...!

Posted 02 Jan 2009

Rapunzel says
sun_shine said:

Rapunzel said:

Chalo chalte hain

koi reason nhi waise damagh se soochna chhaiye ap faide mein rehte ho

yaa Right

*wakti Tor pe sirf
Coz Dimagh sirf sochta hain,Mehsoos nahi kar sakta
Mehsoos yaa feel Karna Dil ki Sift hain...!

hmm ye baat bi hai
Posted 09 Feb 2009

sun_shine says
*yaa Right
In My Opinion shayad yehi baat
hain...!
Posted 09 Feb 2009

valandrian says
bd15367bd15367bd15367bd15367bd15367bd15367bd15367bd15367bd15367bd15367bd15367bd15367bd15367bd15367bd15367bd15367bd15367bd15367bd15367bd15367bd15367
bd15367bd15367bd15367bd15367bd15367bd15367bd15367bd15367bd15367bd15367bd15367bd15367bd15367bd15367bd15367bd15367bd15367bd15367bd15367bd15367

bd15367
Posted 16 Apr 2018

Posted 26 Sep 2018

Reply to Topic