Oey kahan hai

3136 views 71 replies
Reply to Topic
Rapunzel

Age: 124
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
So far away ka topic kahan gya "Boring JB" subah se dhund rhi hun
Posted 08 Feb 2009

Band ho gaya..i found nothing wrong init
Posted 08 Feb 2009

Rapunzel says
same here
Kya baat hai jee har acha topic band kar do aur har bakwas topic chalte rahne dya jaye
Posted 08 Feb 2009

Rapunzel says
plz wo topic wapis laya jaye us mein kuch ghalt nhi tha
Posted 08 Feb 2009

I mean we were not complaining but express our feelings..tu is main galat baat kahan hai?
Posted 08 Feb 2009

Rapunzel says
bilkul agr koi member dosre k khilaaf topic bana sakte hain tu aik general baat pe kion nhi
Posted 08 Feb 2009

thanx God am still here mery topic ki thran mujy kisi nay bahir nahi kiya

Posted 08 Feb 2009

Rapunzel says
Paiwasta rah sajar se...Aik din ap bi chale jayain gay
Posted 08 Feb 2009

lolzz rapu ek baat yaar yahan say mujy koi nahi nikal saktaa
mai jo khuch chahoon kar saktaa hooon '
if i want ek mint say phely apna topic wapis lay aooon
aur sweet sis muj pay yahan koi haath nahi daal nahi sakta

but now am thinking k mai he khuch karoon n mai khuch members k stupid topic n monoploy ko khutam kar dooon
now nobody like jb nuffing here so boaring hai yaar
Posted 08 Feb 2009

Rapunzel says
So Far Away said:

ap "Qanoon" tu nhi
Wah kya baat hai apki aisi powers ka,kuch mujhe bi dein han mem ka damagh kahrab sa hua hua hai ulti seedhi posts aik dosre ki tang khenchna,dosron pe has k apna mazak khud urana so called complexes hain becharon ko

kuch tu karain kuch change tu hona hi chahye
Posted 08 Feb 2009

u k mean kaheen mai iftikhar chudary tou nahi no am nt lol

power har woh insaan power raktha hai jo seedhi baat karta hai.n e ways khuch kartay hain yaar
Posted 08 Feb 2009

Rapunzel says
Iftikhar ch nhi Dogar

Zara jaldi karain waise bi msgs ghum rhe hain"dekhein mein apse falah ki wajah se baat nhi kr rhi"

Ye loog bechare ch ch
Posted 08 Feb 2009

jese so far away ne kaha bas hug karo idher yehe kaam aik reh gaya hai bas koi complain na karo
Posted 08 Feb 2009

Rapunzel says
nhi nhi aur bi kaam hain jaise ap kisi ki bewaja tareef suruh kar do,mein ne falah khaya aur apko falah pasand hai aise bohat se topics hain nice bhai dun worry variety bohat hai
Posted 08 Feb 2009

~Fragi~ says
well ....

aab yahan aney ka maksad kuch nahi hai

aur yeh kheny ka fiada b koi nahi hia

coz yahan kuch sahi nahi hone wala

yaar GZ tension na lo

aab tu adat ho janee chaiyee thee na
Posted 08 Feb 2009

sub tung tung nazar a rahiyah hain
oya ya sub tum logan k jb hai n its ur duty k is mai jo cheez khrab hai us ko door karo ok

am with ya ok mai he khud khuch karta hoooon
Posted 08 Feb 2009

wese idher admins kitne hein?? kyonke muje aik bhi admin idher nazar nahi ata aik WOL bhai ate hein wo 1 mahiney baad :P
Posted 08 Feb 2009

Rapunzel says
~Fragi~ said:

well ....

aab yahan aney ka maksad kuch nahi hai

aur yeh kheny ka fiada b koi nahi hia

coz yahan kuch sahi nahi hone wala

yaar GZ tension na lo

aab tu adat ho janee chaiyee thee na

Ab tu addat si hai mujh ko..
Posted 08 Feb 2009

Rapunzel said:

nhi nhi aur bi kaam hain jaise ap kisi ki bewaja tareef suruh kar do,mein ne falah khaya aur apko falah pasand hai aise bohat se topics hain nice bhai dun worry variety bohat hai

lol..

ab kis kis ko change karo gay bhai?hum kisi ka mind tu change nhi kar sakte yahan tu peeth peeche war karte hain ab.. kharabi tu tab dur hoti hai jab koi apni kharabi mane

Posted 08 Feb 2009

Rapunzel says
mr nice guy said:

wese idher admins kitne hein?? kyonke muje aik bhi admin idher nazar nahi ata aik WOL bhai ate hein wo 1 mahiney baad :P

kuch na kaho..
Posted 08 Feb 2009

Rapunzel says
mr nice guy said:

Rapunzel said:

nhi nhi aur bi kaam hain jaise ap kisi ki bewaja tareef suruh kar do,mein ne falah khaya aur apko falah pasand hai aise bohat se topics hain nice bhai dun worry variety bohat hai

lol..

han te horr ki now im thinking mein bi kuch pasandeeda dish per baat start karun ap bi kuch aisa topic banao
Posted 08 Feb 2009

Rapunzel said:

mr nice guy said:

wese idher admins kitne hein?? kyonke muje aik bhi admin idher nazar nahi ata aik WOL bhai ate hein wo 1 mahiney baad :P

kuch na kaho..

lol ab dekho na yahan ki situation ka tu usi ko pata hoga na jo yahan rooz ata hai...
Posted 08 Feb 2009

Rapunzel says
bhai abhi wo waqt nhi k

"bol k lab azad han tere"
Posted 08 Feb 2009

~Fragi~ says
So Far Away said:

sub tung tung nazar a rahiyah hain
oya ya sub tum logan k jb hai n its ur duty k is mai jo cheez khrab hai us ko door karo ok

am with ya ok mai he khud khuch karta hoooon

actually bohat baar directly baat kee hai per hasil kuch nahi
Posted 08 Feb 2009

~Fragi~ says
Rapunzel said:

~Fragi~ said:

well ....

aab yahan aney ka maksad kuch nahi hai

aur yeh kheny ka fiada b koi nahi hia

coz yahan kuch sahi nahi hone wala

yaar GZ tension na lo

aab tu adat ho janee chaiyee thee na

Ab tu addat si hai mujh ko..

aap ager IE k barey mein koi informative topic post kar lo tu woh b thrash mein miley ga aur reason yeh miley ga against rules

ab i cant find k rules mein kahan likha hai k IE per discuss nahi kar saktey

is liye tu bus aab lab band hain
Posted 08 Feb 2009

Rapunzel said:

bhai abhi wo waqt nhi k

"bol k lab azad han tere"

mein itne arsey se a raha hoon lekin mein yahan adhey se zayada logo ko janta b nahi...aj mein ne koi complain kar de tu mein mr bad guy hogaya lol

"la-haasil"
Posted 08 Feb 2009

~Fragi~ says
yeah tabhi tu aab khamooshi kee aadat hai
Posted 08 Feb 2009

Rapunzel says
~Fragi~ said:

Rapunzel said:

~Fragi~ said:

well ....

aab yahan aney ka maksad kuch nahi hai

aur yeh kheny ka fiada b koi nahi hia

coz yahan kuch sahi nahi hone wala

yaar GZ tension na lo

aab tu adat ho janee chaiyee thee na

Ab tu addat si hai mujh ko..

aap ager IE k barey mein koi informative topic post kar lo tu woh b thrash mein miley ga aur reason yeh miley ga against rules

ab i cant find k rules mein kahan likha hai k IE per discuss nahi kar saktey

is liye tu bus aab lab band hain

wah je kya example hai,wo tu aik lehaz se phr bi policy k against hai coz it was abt reputation of jb(warning thread) lekin aise topics ka kya jis mein sirf fazul ki batain discuss ho rhi hain??

yahan tu koi kisi se contact kare tu aik topic bana dya jata hai,kisi ne maun dho lya tu bi topic,kuch kha oee klya tu topic
Posted 08 Feb 2009

Rapunzel says
mr nice guy said:

Rapunzel said:

bhai abhi wo waqt nhi k

"bol k lab azad han tere"

mein itne arsey se a raha hoon lekin mein yahan adhey se zayada logo ko janta b nahi...aj mein ne koi complain kar de tu mein mr bad guy hogaya lol

Naam acha hai jaldi se change kar lo
Posted 08 Feb 2009

Reply to Topic